Ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan
Posted May 5, 2013
on:“Udan Khatola” (1955) was a Sunny Art Production Movie. It was produced and directed by S U Sunny. The movie had Dilip Kumar, Nimmi, Surya Kumari, Jeevan, Agha, Nawab, Tuntun etc in it.
As many as nine songs from this movie have been discussed in the past. Here is the tenth song from this movie.
This song is sung by Lata and chorus. It is picturised on Nimmi and others, with Dilip Kumar too visible at a distance.
Shakeel Badayuni is the lyricist. Naushad (25 december 1919 – 5 may 2006), whose seventh death anniversary falls today, composed the music.
Audio
Video
Song-Ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan (Udan Khatola)(1955) Singer-Lata, Lyrics=Shakeel Badayuni, MD-Naushad
Chorus
Lyrics
Ghar aaya mehmaan
koi jaan na pehchaan
bane baalma
ho bada zaalima
ho bada zaalima
ho ghar aaya mehmaan
ghar aaya mehmaan
koi jaan na pehchaan
bane baalma
ho bada zaalima
ho bada zaalima
pehle nainan mein
phir man mein aaya
aa aa aa
aa aa aa
chaandni mere jeewan mein laaya
ho
pehle nainan mein
phir man mein aaya
ho
chaandni mere jeewan mein laaya
ho o o o o o
chanda ki khidki se dekhe wo ghoor
khada door jiya choor
hoy
chanda ki khidki se dekhe wo ghoor
khada door jiya choor
mohe chede
har aan kare
maan beimaan bane baalma
ho bada zaalima
ho bada zaalima
ho ghar aaya mehmaan
ghar aaya mehmaan
koi jaan na pehchaan
bane baalma
ho bada zaalima
ho bada zaalima
ho o o o
kare natkat ishaaron mein batiyaan
ho
kare natkat ishaaron mein batiyaan
jiya dhadke mora
jiya dhadke mora aa
phadke ankhiyaan
ho phadke ankhiyaan
ho o o
phadke ankhiyaan ho
kare natkat ishaaron mein batiyaan
ho
jiya dhadke mora
phadke ankhiyaan
ho o o
laage na manwa pe birha ka teer
bahe neer
uthhe peer
hoy
laage na manwa pe birha ka teer
bahe neer
uthhe peer
kahin jaaye na jaan
main naadaan wo anjaan
bane baalma
ho bada zaalima
ho bada zaalima
ho Ghar aaya mehmaan
Ghar aaya mehmaan
koi jaan na pehchaan
bane baalma
ho bada zaalima
ho bada zaalima
May 5, 2013 at 10:11 pm
nice post, hearing the song after a long gap. thanks! our tributes to one of the great Composers of Hindi cinema Naushad Saab on his death anniversary!!!
LikeLike