Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Haq maangte hain apne paseene kaa

Posted on: June 1, 2013


“Baap Bete” (1959) was an A V M Productions movie. It was directed by Raja Paranjpe. The movie had Ashok Kumar, Shyama, Chitra, Baburao Pendharkar, Kanhaiyalal, Vinod Sharma, Nana Palsikar, Jagdeep, Ramesh Deo, Lalita Pawar etc in it.

Three songs from this movie have been discussed in the past. Here is the fourth song from the movie. The song is sung by Rafi and chorus. Rajinder Krishan is the lyricist. Music is composed by Madan Mohan.

Only the audio of this song is avaialble. From the lyrics of the song, it is clear that it is a song sung by Mlabourers of a factory who are demanding one month’s bonus.

Lyrics of this song were sent to me by Nitin Shah.


Song-Haq maangte hain apne paseene ka (Baap Bete)(1959) Singer-Rafi, Lyrics-Rajinder Krishan, MD-Madan Mohan

Lyrics(Provided by Nitin Shah)

Haq maangte hain apne paseene kaa,
adhikar hamen bhi hai jeene kaa
haq maangte hain apne paseene kaa,
adhikar hame bhi hai jeene kaa
haq maangte hain apne paseene kaa

tum laakh ameeron aish karo,
ham dekh tumhen kab jalte hain
ham dekh tumhen kab jalate hain
saaye mein tumhaare mahlon ke
lekin kitne gham palte hain
dekho toh nazaraa aake kabhi
gham khaane aansoo peene kaa
haq maangte hain apne paseene kaa,
adhikar hamen bhi hai jeene kaa
haq maangte hain apne paseene kaa

mehnat pe hamaari hi tumne
yeh sheeshmahal hai khada kiya
yeh sheeshmahal hai khada kiya
tum jinko chhota kehte ho
inn chhoton ne tumko bada kiya
kyun saal ke peechhe chubhta hai
phir bonus ek maheene kaa
haq maangte hain apne paseene kaa,
adhikar hame bhi hai jeene kaa
haq mangte hain apne paseene kaa

tum khudd bhi jiyo aur jeene do
hai maang yahi mazdooron ki
hai maang yahi mazdooron ki
insaaf karo insaaf karo
ab aah naa lo mazbooron ki
shola naa kahin bankar bhadke
abb tak jo dhuaan hai seene kaa
haq maangte hain apne paseene kaa,
adhikaar hamen bhi hai jeene kaa
haq maangte hain apne paseene kaa,
adhikaar hamen bhi hai jeene kaa
haq maangte hain apne paseene kaa

1 Response to "Haq maangte hain apne paseene kaa"

audio

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18347

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1431
Total Number of movies covered=4961

Total visits so far

  • 16,542,214 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,008 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory