Mera mizaaj ladakpan se aashiqaana hai
Posted June 1, 2013
on:“Saaqi”(1952) was a Talwar Pictures Production. It was produced by R C Talwar and directed by H S Rawail. The movie had Madhubala, Premnath, Bipin Gupta, Mohna, Randhir, Iftikhar, Rirkoo, Mumtaz, Mattoo, Chandabai, Uma Dutt, Azim, Douglas, H. Prakash, Nazir, Sadhusingh, Cuckoo, Gope etc in it.
Here is a song from “Saaqi” (1952). It is sung by Rafi. It is picturised on Premnath, Madhubala and a lady whom I am unable to identify.
Rajinder Krishan is the lyricist. Music is composed by C Ramchandra.
Lyrics of this song were sent to me by Atif M.
Audio
Video
Song-Mera mizaaj ladakpan se aashiqaana hai (Saaqi)(1952) Singer-Rafi, Lyrics-Rajinder Krishan, MD-C Ramchandra
Lyrics(Provided by Atif M)
ajal se husn-parasti likhi thhi qismat mein ae
guzar rahi hai meri zindagi muhabbat mein
mera mizaaj ladakpan se aashiqaana hai
mera mizaaj ladakpan se aashiqaana hai
mera mizaaj ladakpan se aashiqaana hai
mizaaj aashiqaana hai
mizaaj aashiqaana hai
mera mizaaj ladakpan se aashiqaana hai
ada-e-husn pe hasti nisaar karta hoon
mera to kaam yehi hai ke pyaar karta hoon
par ek baar nahin baar baar karta hoon
ho pyaar karta hun
mere labon pe sada ishq ka taraana hai
mere labon pe sada ishq ka taraana hai
mera mizaaj ladakpan se aashiqaana hai
mizaaj aashiqaana hai
mizaaj aashiqaana hai
mera mizaaj ladakpan se aashiqaana hai
mujhe daraayengi kya mushkilen zamaane ki
ke mere seene ko aadat hai teer khaane ki
o husn waalon se surat nahin nishaane ki
nahin nishaane ki
khushi se teer chalaao yeh dil nishaana hai
khushi se teer chalaao yeh dil nishaana hai
mera mizaaj ladakpan se aashiqaana hai
mizaaj aashiqaana hai
mizaaj aashiqaana hai
mera mizaaj ladakpan se aashiqaana hai
Leave a Reply