Mohabbat jisko kehte hain wo ek dhadkan puraani hai
Posted July 24, 2013
on:“Maa Beta” (1962) was a Tasveeristaan Production movie. It was produced by Kuldip Sehgal and directed by Lekhraj Bhakri. The movie had Nirupa Roy, Manoj Kumar, Ameeta,Lalita Pawar, Manmohan Krishna, I.S.Johar, Sheela Ramani, Kumar, Vijay Dutta, Manorama, Leela Mishra, Tarun Bose, Indira Bansal, Shamlal, Raj Prakash, Madhumati, Shukla, etc in it.
Today, (24 july 2013) is the 76th birth anniversary of Manoj Kumar (24 july 1937). On this occasion, here is a song from “Maa Beta” (1962). This song is sung by Lata and Hemant Kumar and it is picturised on Ameeta and Manoj Kumar. Prem Dhawan is the lyricist. Music is composed by Hemant Kumar.
Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.
Video
Audio
Song-Mohabbat jisko kehte hain woh ek dhadkan puraani hai (Maa Beta)(1962) Singers-Lata, Hemant Kumar, Lyrics-Prem Dhawan, MD-Hemant Kumar
(Hemant Kumar + Lata =Both)
Lyrics (Provided by Prakashchandra)
mohabbat jissko kehte hain
woh ek dhadkan puraani hai
mohabbat jissko kehte hain
woh ek dhadkan puraani hai
ye kissa har nazar kaa hai
ye har dil ki kahaani hai
ye kissa har nazar kaa hai
ye har dil ki kahaani hai
mohabbat jissko kehte hain
kabhi toh ye gareebon
ke bhi sar pe taaj dharti hai
kabhi ye baadshaahon ke
dilon pe raaj karti hai
kabhi toh ye gareebon
ke bhi sar pe taaj dharti hai
kabhi ye baadshaahon ke
dilon pe raaj karti hai
dilon pe raaj karti hai
issee ke dum se duniyaa hai
issee se zindgaani hai
issee ke dum se duniyaa hai
issee se zindgaani hai ae
mohabbat jissko kehte hain
kabhi ye ek bijli hai
kabhi shabnam ka moti hai
kabhi honton pe hansti hai
kabhi aankhon mein roti hai
kabhi ye ek bijli hai
kabhi shabnam ka moti hai
kabhi honton pe hansti hai
kabhi aankhon mein roti hai
kabhi aankhon mein roti hai
kabhi ye aag sholaa hai
kabhi ye aag paani hai
kabhi ye aag sholaa hai
kabhi ye aag paani hai
mohabbat jissko kehte hain
woh ek dhadkan puraani hai
ye kissa har nazar kaa hai
ye har dil ki kahaani hai ae
mohabbat jissko kehte hain
July 24, 2013 at 7:10 pm
Very famous songs. Reminds me of several songs like Nagin and Ganga Jamuna. Dunno why
LikeLike