Jawaani ke daaman ko rangeen banaa de
Posted October 23, 2013
on:This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Shahjahaan” (1946) was directed by Kamal Amrohi. The movie had K L Saigal, Raagini, Rehman, Md Afzal, Anwari, Sulochana Chatterji, Nasreen, Azurie etc in it.
Eight songs from this movie have been discussed in the past.
Here is the ninth song from the movie. The song is sung by Shamshad Begam. Majrooh Sultanpuri is the lyricist. Naushad is the music director.
Only the audio of this song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of this song.
Lyrics of this song were sent to me by Nitin Shah.
Audio
Video
Song-Jawaani ke daaman ko rangeen bana de (Shahjahaan)(1946) Singer-Shamshad Begam, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD-Naushad
Lyrics(Provided by Nitin Shah)
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
tere rukh pe aayegi rangat sahar ki
hansa degi kaliyon ko shokhi nazar ki
tere rukh pe aayegi rangat sahar ki
hansa degi kaliyon ko shokhi nazar ki
ye nazren kisi se milaakar jhuka le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
ye badmast raaton ka gehwaara(?) zulfen
ye josh-e-jawani
ye aawaara zulfen
ye badmast raaton ka gehwaara(?) zulfen
ye josh-e-jawani ye aawara zulfen
inn aawara zulfon ki raate basaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
nikal kar ulajhna
uljhakar nikalna
aa aa
hai insaan ki azmat
sau kaanton mein chalna
nikal kar ulajhna
uljhakar nikalna
aa aa
hai insaan ki azmat
sau kaanton mein chalna
ye kyaa hai jo gul se bhi daaman bachaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
ye raaten tujhe gudgudaayengi lekin
ye aankhen teri muskuraayengi lekin
ye raaten tujhe gudgudaayengi lekin
ye aankhen teri muskuraayengi lekin
agar ye khalish apne dil mein basaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
biyabaan bhi hai gulsitaan dil ke haathon
ye duniya hai duniya yahaan dil ke haathon
biyaabaan bhi hai gulsitaan dil ke haathon
ye duniya hai duniya
yahaan dil ke haathon
bahot hai agar do ghadi muskura le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
jawaani to hai ek shay aani-jaani
banaati hai ulfat ise gair-faani
jawaani to hai ek shay aani-jaani
banaati hai ulfat ise gair-faani
jawaani ko aa gair-faani bana le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
uthhaa le mohabbat ki tohmat uthhaa le
jawaani ke daaman ko rangeen bana le
Leave a Reply