Dar ke mohabbat karna
Posted December 15, 2022
on:This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
Blog Day : |
5263 | Post No. : | 17269 |
“Toofaan”(1954) was produced by D S Bhatia and directed by Ram Prakash for Starlight Pictures, Bombay. The movie had Munawwar Sultana, Sajjan, Amarnath, VijayaLakshmi, Prothima Devi, Niranjan Sharma, Pran etc in it.
The movie had nine songs in it. Five songs are covered so far.
Here is the sixth song from “Toofaan”(1954) to appear in the blog. The song is sung by Shamshad egam. Wahid Qureshy is the lyricist. Music is composed by S D Batish.
Only audio of the song is available. I request our knowledeable readers to throw light on the picturisation o the song.
Lyrics of the song and other details were sent to me by Prakashchandra.
Audio link:
Song-Dar ke mohabbat karna jag ki aankhon se darna (Toofaan)(1954) Singer-Shamshad Begam, Lyrics-Wahid Qureshy, MD-S D Batish
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
dar ke mohabbat karnaa aa
jag ki aankhon se darnaa aa
tak tak ke aahein bharnaa
aahein ye dastoor naheen
pyaar ka kasoor naheen ee ee
ashqon se daaman bharnaa aa
taaron se baatein karnaa aan
tak tak ke aahein bharnaa
aahein ye dastoor naheen
pyaar ka qusoor naheen
dar ke mohabbat karnaa jee ee eee
ho gayaa zamaanaa dushman..n n
tere mere pyaar kaa aaa aa
chhootey na daaman dekho o
kaul-o-qaraar kaa
ho o
kaul-o-qaraar kaa
ho gayaa zamaanaa dushman..nn
tere mere pyaar kaa aaa
chhootey na daaman dekho o
kaul-o-qaraar kaa
ho o
kaul-o-qaraar kaa
kaanton ki raah par chalnaa aa
paaon na dar ke dharnaa
tak tak ke aahein bharnaa
aahein ye dastoor naheen
pyaar ka qusoor naheen
dar ke mohabbat karnaa jee ee eee
saamney nazar ke rehke ae
nazron se door kyun ho o o
itney begaaney mujhse ae
mere huzoor kyun ho o
mere huzoor kyun ho
raaton ko aahein bharnaa aa
birhaa ki aag mein jalnaa aa
tak tak ke aahein bharnaa
aahein ye dastoor naheen
pyaar ka qusoor naheen
dar ke mohabbat karnaa jee ee eee
Leave a Reply