Oy buddho lambo lambo
Posted on: March 3, 2009
“Buddha mil gaya” was a movie that is not remembered much, but I seem to remember that one of its songs was banned from being played on Akashwani as it was supposed to be too insulting for “buddhas” or something of the sort.
I have no idea what song it was. Perhaps it was the title song of the movie “kya karoon raam mujhe buddha mil gaya”. That reminds me, I should post this song as well.
I will do that. For the time being here is another song from this movie that goes “oy buddho lambo lambo”. I have no idea what these lyrics mean. But I suppose this is a fun timepass song. It is a duet sung by Lata and Manna Dey and its music was composed by R D Burman.
Song-Oy buddho lambo lambo (Buddha mil gaya) (1971) Singers-Lata, Manna Dey, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD- R D Burman
Lyrics
main buddho lambo lambo
main jaadoo waala
jo rota aaye hansta jaaye
peekar mera pyaala
Oy buddho lambo lambo
Oy jaadoo waala
Oy buddho lambo lambo
Oy jaadoo waala
mantar aisa maar changi ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi ho jaaun main baala
Oy buddho lambo lambo
Oy jaadoo waala
mantar aisa maar changi ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi ho jaaun main baala
jaane mujhe kya hai jiya khoti hoon
ghadi ghadi hansti hoon roti hoon
kabhi agar baithe baithe neend aayi
khuli khuli aanknon se main soti hoon
ye ghabraaun hon na jaaun
kahin main baawariya
kahin ho na jaaun main baawariya
Oy buddho lambo lambo
oy jaadoo waala
mantar aisa maar changi ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi ho jaaun main baala
koi bhi na samjhe meri baaton ko
kah nahin paati main barsaaton ko
chamak chamak jaaye bijuriya
pade pade darti hoon main raaton ko
ye ghabraaun ho na jaaun
ye ghabraaun ho na jaaun
kahin main baawariya
Oy buddho lambo lambo
oy jaadoo waala
mantar aisa maar changi ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi ho jaaun main baala
kahin bhi jab chalti hoon main gori re
lage koi aaya chori chori re
palat ke jab dekhoon to phir koi naa
taras taras jaaye chunnar mori re
ye ghabraun ho na jaun
ye ghabraun ho na jaun
kahin main baawariya
Oy buddho lambo lambo
oy jaadoo waala
Oy buddho lambo lambo
oy jaadoo waala
mantar aisa maar changi ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi ho jaaun main baala
Tum sabka hairog ek saa O meri shahzaadi
accha achha dulha dhoondho
aur kar daalo shaadi
Kahna hai aasaam magar aisa ladka nahin milta
jeewan ka jo bane sahaara
chain bane jo dilka
gore tan ka tera dulha hoga chauda chakla
uske sar par chaand dikhega yaani hoga takla
baccha jais dulha hoga tera jaani
Ek nikamma naakaara likha hai bhaag me tere
Ek nikamma naakaara likha hai bhaag me tere
baitha khaali pyaar karega tujhko shaam sabere




March 6, 2014 at 8:49 am
I like this song ,specially because of great dance by under appreciated actress Aruna Irani.
LikeLike