Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Dil ki tamanna thhi masti mein

Posted on: December 26, 2009


Believe it or not, there was a movie called “Gyaarah hazaar ladkiyaan” (eleven thousand girls). This 1962 movie had Bharat Bhushan and Mala Sinha in lead roles.

This movie had some nice songs in it. Here is a song from this movie which is sung by Asha Bhonsle and Rafi. Majrooh Sultanpuri is the lyricist and N Datta is the music director. This song is picturised on Bharat Bhushan and Mala Sinha.

Audio – Part I (Duet)

Video – Part I (Duet)

Audio – Part II (Solo)

Video – Part II (Solo)

Song-Dil ki tamanna thhi masti mein (Gyaarah Hazaar Ladkiyaan) (1962) Singers-Rafi, Asha Bhonsle, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD-N Datta

Lyrics

dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koyi saathi hotaa
apnaa bhi koyi saathi hotaa,
ham bhi bahakte chalte-chalte
ho dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koyi saathi hotaa,
ham bhi bahakte chalte-chalte
ho dil ki tamannaa

hote kahin
ham aur tum,
khwaabon ki rangeen waadi mein gum
hote kahin
ham aur tum,
khwaabon ki rangeen waadi mein gum

phir un khwaabon ki waadi se,
uthte aankhen malte-malte
ho dil ki tamannaa thhi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koyi saathi hotaa,
ham bhi bahakte chalte-chalte
ho dil ki tamannaa

hansti zameen,
gaate kadam,
chalte nazaare,
chalte jo ham
aa haa haa
hansti zameen,
ho o o
gaate kadam,
chalte nazaare,
chalte jo ham
rukte ham to ruk-ruk jaataa,
dhaltaa suraj dhalte-dhalte

ho dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koyi saathi hotaa,
ham bhi bahakte chalte-chalte
ho dil ki tamannaa

aur shaam e gham banke agar
dukh ke andhere karte safar
aur shaam e gham banke agar
dukh ke andhere karte safar
raahon ke deepak ban jaate
pyaar bhare dil jalte jalte

ho dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koyi saathi hotaa,
ham bhi bahakte chalte-chalte
ho dil ki tamannaa

8 Responses to "Dil ki tamanna thhi masti mein"

Hi Atul, You have a question mark on the 4th line from the bottom of this song. Here is the missing world and it goes like this: Raahon key deepak ban jaatey pyaar bharey dil jalte jalte.

This song has a sad version too. I only recalll the first paragraph and it goes like this.:

Saathee mila youn to magar, raastey mein tha chaandi kaa nagar
Chandi kee nagaree bhaaai usey ham rah gaye ankhey maltey maltey. Can you find link to the sad version and post it?

Regards.
Anjana

Like

Thanks a lot ! Now the line makes sense.

I was not aware of the sad version. In fact I was not aware of the version posted here. I will search for the sadder version.

Like

Hello Atul,
Here is the link for the sad version of this wonderful song.

And many thanks for your wonderful blog and all the interest and hard work put in by you.

Like

Very nice song. though I have only heard solo in Rafi voice, which sounds so amazing.

Like

Like

Like

Like

Lyrics of longer video link of sad version of the solo Rafi Version song:
dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koi saathi hota
hum bhi behkte chalte chalte
dil ki tamannaa…aaa

saathi milaa yoon toh magar
raste mein thaa chaandi ka nagar
saathi milaa yoon toh magar
raste mein thaa chaandi ka nagar
chaandi ki nagari bhaayee ussey
hum
reh gaye aankhein malte malte
dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koi saathi hota
hum bhi behkte chalte chalte
dil ki tamannaaaa..aaaa

uss ne ye dil thukraa diyaa
sheeshaa hi thaa sonaa toh na thaa
uss ne ye dil thukraa diyaa
sheeshaa hi thaa sonaa toh na thaa
sikkon ki jhankaar mein kho gaye
geet/? waffa ki dhalte dhalte
dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koi saathi hota
hum bhi behkte chalte chalte
dil ki tamannaaaa..aaaa

yaadon ki dhool aankhon mein hai
daaman ki hasrat haathon mein hai
yaadon ki dhool aankhon mein hain
daaman ki hasrat haathon mein hai
khwabon ke veeraane mein tanhaa
thakk gayaa raahi chalte chalte
dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koi saathi hota
hum bhi behkte chalte chalte
dil ki tamannaa…aaa
dil ki tamannaaaa..aaaa

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18200 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18283

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1404
Total Number of movies covered=4947

Total visits so far

  • 16,430,322 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,007 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory