Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Unki pehli nazar kyaa asar kar gayi

Posted on: September 28, 2011


“April Fool” (1964) was a movie produced and directed by Subodh Mukherji. Biswajeet and Saira Bano were the lead actors in this movie. Other actors were Jayant, Sajjan, Nazima, Rajen Haksar, Ram Avtaar, Sulochana, I. S. Johar, Chand Usmani etc.

This movie had some wonderful songs in it. I have discussed as many as five songs from this movie. Here is another song from this movie. This song is sung by Lata and it is picturised on Saira Bano who is in love and who expresses the feelings of her heart in the form of this song while Biswajeet watches. She begins the singing while leaning against a tree in a garden. Subsequently, she runs around much of the garden. I was hoping that she would run around trees with Biswajeet, but no such luick. And my search for the much talked about, but rarely sighted “running around the trees” song continues.

On the occasion of Lata’s 83rd birthday, here is this nice song from “April Fool” (1964). It is written by Hasrat Jaipuri and music is composed by Shankar Jaikishan.

Lyrics of this song were sent to me by nahm.

Audio

Video

Song-Unki pehli nazar kyaa asar kar gayi (April Fool)(1964) Singer-Lata, Lyrics-Hasrat Jaipuri, MD-Shankar Jaikishan

Lyrics(Provided by nahm)

un ki pehli nazar kya asar kar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
un ki pehli nazar kya asar kar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
ek bijli giri aur main mar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
un ki pehli nazar kya asar kar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
ek bijli giri aur main mar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
un ki pehli nazar kya asar kar gayee

din main sau baar main aayeena dekh loon
jaane kis ke liye roz sajne lagoon
din main sau baar main aayeena dekh loon
jaane kis ke liye roz sajne lagoon
aisa chhaaya kisi ki nazar ka nasha
aisa chhaaya kisi ki nazar ka nasha
do qadam bhi chaloon to behekne lagoon
dil gayaa so gayaa zindagi ?? gayee
mujh ko kya ho gayaahai khudaa jaane
ek bijli giri aur main mar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
un ki pehli nazar kya asar kar gayee

jee ye chaahta hai
baanhon mein loon aasmaan
dil ye kehta hai
phoolon mein ho aashiyaan
jee ye chahta hai
baanhon mein loon aasmaan
dil ye kehta hai
phoolon mein ho aashiyaan
hont daaton mein apne
dabaati hoon main
hont daaton mein apne
dabaati hoon main
dil mein armaan lene lagey chutkiyaan
chain aata nahin
be-kali badh gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
ek bijli giri aur main mar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
un ki pehli nazar kya asar kar gayee

har nazaara mujhe to sharaabi lagey
phool jo bhi khile wo gulaabi lagey
har nazaara mujhe to sharaabi lagey
phool jo bhi khile wo gulaabi lagey
jaag uthhin ang mein pyaar ki bijliyaan
jaag uthhin ang mein pyaar ki bijliyaan
dil ki maujon pe toofan shabaabi uthhey
baale jeewan mein ek aagi si bhar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
ek bijli giri aur main mar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
un ki pehli nazar kya asar kar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
ek bijli giri aur main mar gayee
mujh ko kya ho gayaa hai khudaa jaane
un ki pehli nazar kya asar kar gayee

1 Response to "Unki pehli nazar kyaa asar kar gayi"

You also have the lyrics of the beautiful “Aa aa aa bhi jaa ” from “Teesri Qasam” . Any way Happy Birth day to Lata Mangeshkar.

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18347

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1431
Total Number of movies covered=4961

Total visits so far

  • 16,544,510 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,008 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory