Tu hai ya nahin Bhagwaan
Posted by: Atul on: June 16, 2012
“Janam Janam Ke Phere” (1957) was a Mukti Films Production. It was directed by Manu Desai. The movie had Manhar Desai, Nirupa Roy, Amirbai Karnataki, B. M. Vyas, Krishna Kumari, Malay Sarkar, Amar Pandey etc in it.
I have discussed two songs from this movie including the most well known song from this movie namely Zara saamne to aao chhaliye which was the most popular song of that year in Binaca Geetmala.
Here is a lesser known song from “Janam Janam Ke Phere” (1957). The song is sung by Lata, Rafi and Manna Dey. Nirupa Roy lip syncs for Lata abut I am not that suree about the other actors. My guess is that Manhar Desai lip syncs in Manna Dey’s voice whereas the bearded Sadhu lip syncing in Rafi’s voice could be B M Vyas. I request our knowledgeable readers to help identify the actors in the picturisation.
Bharat Vyas is the lyricist. Music is composed by S N Tripathi.
Lyrics of this song were sent to me by Nitin Shah.
Audio
Video
Song-Tu hai ya nahin Bhagwaan (Janam Janam Ke Phere)(1957) Singers-Lata, Rafi,Manna Dey, Lyrics-Bharat Vyas, MD-S N Triptahi
Lyrics(Provided by Nitin Shah)
tu hai ya nahin bhaagwan
tu hai ya nahin bhagwan
tu hai ya nahin bhagwaan
kabhi hota bharosa,
kabhi hota bharam
pada uljhan mein hai insaan
kabhi hota bharosa,
kabhi hota bharam
pada uljhan mein hai insaan
tu hai ya nahin bhagwan
mat uljhan mein pad insaan
ho o o
ho o o
mat uljhan mein pad insaan
tere soche bina jab hota hai sab,
toh samajh le kahin hai bhagwaan
mat uljhan mein pad insaan
mat uljhan mein pad insaan
tu hai ya nahin bhagwan
tu hai ya nahin bhagwaan
woh hai agar toh kyun de na dikhaayi
woh hai agar toh kyun de na dikhaayi
kaisi yeh ulti reet hai
woh hai agar toh kyun de na dikhaayi
kaisi yeh ulti reet hai
jhootha hai woh
uske jhoothe hi bhay se
jhootha jagat bhaybheet hai
ghan ghan garajti huyi yeh ghataayen
ghan ghan garajti huyi yeh ghataayen
kiska sunaati geet hain
lehraate saagar ki lehron mein goonje
lehraate saagar ki lehron mein goonje
jiska amar sangeet hai
jiska amar sangeet hai
jo daata hai sabka mahaan
o o o
o o o
jo daata hai sabka mahaan
diya jisne janam
diya jisne yeh tan
kyun na usko saka tuh pehchaan
mat uljhan mein pad insaan
mat uljhan mein pad insaan
tu hai ya nahin bhagwaan
tu hai ya nahin bhagwaan
baalak ki mataa roti hai kyun
o o o
o o o
baalak ki mataa roti hai kyun
anhoni jag mein hoti hai kyun
mandir mein deep jalaate hain jo
unke ghar ki bujhti jyoti hai kyun
anhoni jag mein hoti hai kyun
jeewan maran haani aur faayada
karmnon kaa phal uska hai kaaydaa
insaan ki kuchh bhi chalti nahin,
karni kabhi apni talti nahin
bhakti ke bhaav se usko tuh jaan le,
shraddha ki aankhon se usko pehchaan le
hota nahin kya achambha bada
aakash kiske sahaare khadaa
aakash kiske sahaare khadaa
phoolon mein rang jharnon mein tarang
dharti mein umang jo uthaataa woh kaun,
kya tum
baadal mein bijli pahaadon mein phool
jo khilata woh kaun,
kya tum
woh hai sarwaswashaktimaan
oooo
o o o
woh hai sarwaswashaktimaan
kann kann mein base
par dikhaayi na de
uski shakti ko tuh pehchaan,
mat uljhan mein pad insaan
mat uljhan mein pad insaan
mat uljhan mein pad insaan
tere soche bina jab hota hai sab,
toh samajh le kahni hai bhagwan
mat uljhan mein pad insaan
mat uljhan mein pad insaan
mat uljhan mein pad insaan
4 Responses to "Tu hai ya nahin Bhagwaan"

2 | Arunkumar Deshmukh
June 16, 2012 at 5:52 pm
Prakash ji,
You are right.
The sadhu is S.N.Tripathi himself.
-AD
LikeLike

Leave a Reply Cancel reply
This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.
June 16, 2012 at 2:50 pm
Manhar Desai`s identification is right,
But the bearded Sadhu is not B.M.Vyas(I have seen him in Baiju Bawraa as Meena Kumari`s father and in many movies he played Manthrik`s role)
But My GUESS ->the bearded Sadhu may be S.N.Tripathi himself(I think besides providing music, S.N.Tripathi acted in movies) or is it Satish Vyas ?? Please correct me if I am wrong.
LikeLike