Muhabbat mein pehla kadam rakhne waalon
Posted June 23, 2012
on:“Yasmin” (1955) was a musical pictures presentation. It was directed by A R Kardar. The movie had Suresh, Vyjyantimala, Jayant, Shyam Kumar, S. N. Banerjee, Maruti, Rashid Khan etc in it.
Three songs from this movie have been discussed in the past. Here is another song from the movie. This song is sung by Lata and it is picturised on Vyjyanti Mala.
Jaan Nisaar Akhtar is the lyricist and music is composed by C Ramchandra.
Lyrics of this song were sent to me by Nitin Shah.
Audio
Video
Song-Muhabbat mein pehla qadam rakhnewaalon (Yasmin)(1955) Singer-Lata, Lyrics-Jaan Nisaar Akhtar, MD-C Ramchandra
Lyrics(Provided by Nitin Shah)
muhabbat mein pehla qadam rakhnewaalon
muhabbat mein pehla qadam rakhnewaalon
qadam jo uthaana,
sambhal kar uthhaana
qadam jo uthaana,
sambhal kar uthaana
ye rasta kathin hai,
ye manzil hai bhaari
kisi ki tarah tum bhi
thokar na khaana
kisi ki tarah tum bhi
thokar na khaana
hai ulfat mein barbaadiyon ke siwa kya
muhabbat mein sab kuchh luta kar mila kyaa
hai ulfat mein barbaadiyon ke siwa kya
muhabbat mein sab kuchh luta kar mila kya
kahin dil ki baaton mein tum bhi na aana
kahin dil ki baaton mein tum bhi na aana
qadam jo uthaana,
sambhal kar uthaana
qadam jo uthaana,
sambhal kar uthaana
wafa ki pashemaaniyaan kuchh na poochho
mere dil ki naadaaniyaan kuchh na poochho
wafa ki pashemaaniyaan kuchh na poochho
mere dil ki naadaaniyaan kuchh na poochho
kabhi apne qaatil ko qaatil na jaana
kabhi apne qaatil ko qaatil na jaana
qadam jo uthaana,
sambhal kar uthaana
qadam jo uthaana,
sambhal kar uthaana
muhabbat mein pehla qadam rakhnewaalon
qadam jo uthaana,
sambhal kar uthaana
qadam jo uthaana,
sambhal kar uthaana
Leave a Reply