Jaana na chhod ke dil mera tod ke
Posted June 23, 2012
on:“Shart” (1954) was a Filmistan production. It was directed by Bibhuti Mitra. The movie had Dipak, Shyama, I S Johar, Shashikala etc in it.
I have been discussing the remaining songs of “Shart” (1954) these days. Here is another song from this movie.
This song is sung by Asha Bhonsle and chorus. The song is lip synced by Shashikala and other female dancers, who are seen dancing in a combination of various Indian regional dance forms, while Shyama and Dipak are in the process of getting married.
I can see that the dancers are dressed Maharastrian styles, while the dance forms are Assamese etc.
S H Bihari is the lyricist. Music is composed by Hemant Kumar.
Audio
Video
Song-Jaana na chhod ke dil mera tod ke(Shart)(1954) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-S H Bihari, MD-Hemant Kumar
Chorus
Lyrics
ho o o o
na na na na na na na
ho o o o
na na na na na na na
ho o o o
na na na na na na na
ho o o o
na na na na na na na
jaana na chhod ke
dil mera tod ke
sajan
nanananana
hamko to pyaari
laage tumhaari
lagan
nanananana
jaana na chhod ke
dil mera tod ke
sajan
nanananana
hamko to pyaari
laage tumhaari
lagan
nananana
raat singaar ki
nahin taqraar ki
pyaar ki
pyaar ki re
gori koi reet se
piya man preet se
jeet le
jeet le re
raat singaar ki
nahin taqraar ki
pyaar ki
pyaar ki re
gori koi reet se
piya man preet se
jeet le
jeet le re
haathon mein haath le
saajan ke saath chal
ulfat ke raahi
tujhe door hai jaana
haathon mein haath le
saajan ke saath chal
ulfat ke raahi
tujhe door hai jaana
bhhool kabhi
jaana na
dil mera
dukhaana na
bhhool kabhi
jaana na
dil mera
dukhaana na
laagi hai dil ko gori teri lagan
nanananana
jaana na chhod ke
dil mera tod ke
sajan
nanananana
hamko to pyaari
laage tumhaari
lagan
nanananana
gori mori kho gayi
doosre ki ho gayi
milna milaana gori
chhod na dena
gori mori kho gayi
doosre ki ho gayi
milna milaana gori
chhod na dena
saath kabhi
chhoote na
prem dor
toote na
saath kabhi
chhoote na
prem dor toote na
kyun na ho jaaye naya
dil ka chaman
nanananna
jaana na chhod ke
dil mera tod ke
sajan
nanananana
hamko to pyaari
laage tumhaari
lagan
nananana
raste mein pyaar ke
kaante bichhe hain
daaman bachaana gori
laaj bachaana
raste mein pyaar ke
kaante bichhe hain
daaman bachaana gori
laaj bachaana
raah bhool
jaana na
chot kabhi
khaana na
raah bhool
jaana na
chot kabhi khaana na
chalna bachaa ke zara naazuk badan
nanananna
jaana na chhod ke
dil mera tod ke
sajan
nanananana
ho o o o
nanananan
hamko to pyaari
laage tumhaari
lagan
nanananan
ho o o o
nanananan
khushi ki raat mein kyaa kaam jalne waalon ka
nanannana
Leave a Reply