Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Dil ke badley dil loongi pyaar ke badley pyaar

Posted on: September 8, 2012


“Daaku” (1955) was a Basant Pictures Production. It was directed by Aspi Irani. This B grade movie had Shammi Kapoor, Shashikala, Kuldip Kaur,W. M. Khan, Anwar, Babu Raje, Sheikh etc.

On the occasion of Asha Bhonsle’s birthday today (8 september), here is a song from “Daaku” (1955). This song is a duet which is sung by Asha Bhonsle and Mukesh and it is picturised on Shashikala playing a banjaran(I hope I have identified her correctly) and a topless Shammi Kapoor playing a daaku. Their banjara and Daaku looks are inspired by wild west movies I think, though I doubt that actors of those movies sang duets. 😉

Manoharlal Khanna is the lyricist. Music is composed by Snehal Bhatkar.

Lyrics of this song were sent to me by Nitin Shah.


Song-Dil ke badle dil loongi pyaar ke badle pyaar (Daaku)(1955) Singers-Asha Bhonsle, Mukesh, Lyrics-M L Khanna, MD- Snehal Bhatkar
Chorus

Lyrics(Provided by Nitin Shah)

dil ke badle dil loongi
pyaar ke badle pyaar
pyaar ke badle pyaar
dil ke badle dil loongi
pyaar ke badle pyaar
pyaar ke badle pyaar
banjaaran hoon
preet hai meri dodhaari talwaar
aaa aa
aa haa haa haa

banjaara hoon
aawaara
mere pyaar ka kya aitbaar
banjara hoon
aawaara
mere pyaar ka kya aitbaar
aaj yahaan kal wahaan
kahin iss dil ko nahin karaar
aaj yahan kal wahaan
kahin iss dil ko nahin karaar

kisi ko apne dil mein rakh le
kisi ke dil mein kho jaa
kisi ke dil mein kho jaa
ho kisee ke dil mein kho jaa

kisi ek ko apna kar le
kisi ek kaa ho jaa
kisi ek kaa ho jaa
ho kisi ek kaa ho jaa

dil ka saaz bada nazuk hai
ae ae ae
ae ae ae
dil ka saaz bada nazuk hai
toot naa jaye taar,
banjaaran hoon
preet hai meri dodhaari talwaar
aa aa aa aa aa
aa ha ha ha

tere roop ki dhoop hai teekhi,
tere pyaar ki chhaanv suhaani
tere pyaar ki chhaanv suhaani
shola hai tuh shabnam hai tuh
aag hai tu
tuh thanda paani
tuh thanda paani

banjaaran hoon teekhi nazren
meetha mera pyaar
aag bhi hoon
aag bhi hoon
aur paani bhi
main dodhaari talwaar,
aaaa aaa aaa aaa aa
banjaaran hoon
preet hai meri dodhaari talwaar
aaa aaa aa
aa haa haa haa
o dil ke badle dil loongi
pyaar ke badle pyaar
pyaar ke badle pyaar
pyaar ke badle pyaar
o pyaar ke badle pyaar

1 Response to "Dil ke badley dil loongi pyaar ke badley pyaar"

In India it’s aroound 8:00 O’clock in morning of Sept. 8…
Happy Birthday Ashaji…Jivo hazaro saal…All the best in life.

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18347

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1431
Total Number of movies covered=4961

Total visits so far

  • 16,542,242 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,008 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory