Zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain
Posted October 30, 2012
on:This article is written by Shekhar Gupta, a fellow enthusiast of Hindi movie music and a regular contributor to this blog.
A year before she arrived at the zenith of playback singing with Aayega aane waala in Mahal (1949), a still-teenage Lataji vocalized her first ghazal – the mind-blowing Dil-e-naashaad ko jeene ki hasrat ho gayee tumse under the baton of Hansraj Bahl in Chunariya (1948). Her superb rendition of this none-too-easy a number with expression, enunciation and mastery on its many murkis in all octaves is just breath-taking.
A full 22 years later, Laxmikant-Pyarelal lifted Hansraj Bahl’s exquisite tune for composing Zamaane men ajii aise kaii nadaan hote hain in Rakhee’s debut movie Jeewan-Mrityu (1970). Another – and more popular – number from this movie, Jhilmil sitaaron ka aangan hoga, is already on this blog. But I would rank the ghazal Zamaane men ajii aise kaii nadaan hote hain higher in musical quality with Lataji doing full justice to it as she did to her maiden ghazal 22 years earlier.
This number on Zeb Rehman, entertaining guests in a party-setting, is superbly penned by Anand Bakshi.
Song-Zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain (Jeevan Mrityu)(1970) Singer-Lata, Lyrics-Anand Bakshi, MD-Laxmikant Pyarelal
Lyrics
aaa aaa aa
aaa aaa
aaa aaaa
aa aa aa
zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain
zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain
zamaane men aji
naadaan hote hain
vahaan le jaate hain kashti
vahaan le jaate hain kashti
vahaan le jaate hain kashti
jahaan toofaan hote hain
zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain
shamaa ki bazm mein aa kar
ye parwaane samajhte hain
ye parwaane samajhte hain
yahin par umr guzregi
ye diwaane samajhte hain
magar ik raat ke
haan haan
magar ik raat ke
ye to faqat mehmaan hote hain
magar ik raat ke
ye to faqat mehamaan hote hain
zamaane mein ajii aise kayi naadaan hote hain
muhabbat sabkii mehfil mein
shamaa ban kar nahin jalti
shamaa ban kar nahin jalti
haseenon kii nazar sab pe
chhuri ban kar nahiin chalti
jo hain taqadeer waale
haan
jo hain taqadeer waale
bas wahi qurbaan hote hain
jo hain taqadeer waale
bas wahi qurbaan hote hain
vahaan le jaate hain kashti
jahaan toofaan hote hain
zamaane
dubo-kar door saahil se
nazaaraa dekhne waale
nazaaraa dekhne waale
lagaa kar aag chupke se
tamaashaa dekhnewaale
tamaashaa aap bante
haan
tamaashaa aap bante hain
to kyun hairaan hote hain
tamaashaa aap bante hain
to kyun hairaan hote hain
vahaan le jaate hain kashti
jahaan toofaan hote hain
2 Responses to "Zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain"

more good mujra songs composed by LP-Lata
from Ek Nazar
1)Hum hi kare koyee soorat unhein bulaane ki
2)Pehle sau baar idhar aur udhar dekhaa hai
Sharaarat(Lata_hema)
3)Shareefon kaa zamaane mein, ajee bas haal yeh dekhaa ke
sharaafat chhod dee maine
4)Be-Reham(Mala Sinha-lata)”Haseenon ki duniyaa khudgarz hai, ittlaa denaa mera farz hai, adab arz hai”
Gaddar(vinod Khanna,Yogita Bali,Pran starrer)
Hamne dhoodhaa tujhe kahaan kahaan(Padma Khanna(??) & others)
LikeLike

October 31, 2012 at 2:08 am
Thanks Shekharji for reminding this song.
Other LP mujra song that I like is Agar dilbar ki ruswaayi hamen -Khilona-70
LikeLike