Bhagwaan do ghadi zara insaan ban ke dekh
Posted by: Atul on: January 27, 2013
“Bahaar” (1951) was A V M Productions’ maiden venture into making Hindi movies. This movie was directed by M V Raman. The movie had Vaijayantimala, Karan Dewan, Pandhari Bhai, Tabassum, Gope, Shymalal, Chaman Puri, Leela Misra, Sunder, Om Prakash, Pran etc in it.
As many as five songs from this movie have been discussed in the past. Here is the sixth song from the movie.
This song is sung by Geeta Dutt and it is picturised on Pandhari Bai. This song, which is a “remonstraring with the Almighty” genre of song, is written by Rajinder Krishan. Music is composed by S D Burman.
Lyrics of this song were sent to me by Nitin Shah.
Audio
Video
Song-Bhagwaan do ghadi zara insaan ban ke dekh (Bahaar)(1951) Singer-Geeta Dutt, Lyrics-Rajinder Krishan, MD-S D Burman
Lyrics (Provided by Nitin Shah)
bhagwaan
bhagwaan
bhagwaan do ghadi zara insaan bann ke dekh
dharti pe chaar din kabhi mehmaan bann ke dekh
mehmaan bann ke dekh
bhagwaan do ghadi zara insaan bann ke dekh
dharti pe chaar din kabhi mehmaan bann ke dekh
mehman bann ke dekh
o o o o
hai jinko teri yaad
kabhi unki le khabar
kabhi unki le khabar
o aasman waale
gareebon pe kar nazar
gareebon pe kar nazar
dil mein kisi gareeb ke armaan bann ke dekh
dharti pe chaar din
kabhi
mehman bann ke dekh
mehman bann ke dekh
o o o o
jo kuchh bhi ho raha hai
woh teri nazar mein hai
teri nazar mein hai
aa dekh meri laaj ki
naiyya bhanwar mein hai
naiyya bhanwar mein hai
sab jaante huye bhi
naa anjaan bann ke dekh
dharti pe chaar din
kabhi mehmaan bann ke dekh
mehmaan bann ke dekh
o o o o
o o o o
tujh ko khabar nahi koyi
kitna niraash hai
kitna niraash hai
tinke ki doobte ko
maalik talaash hai
maalik talaash hai
insan bann sake naa
toh bhagwaan bann ke dekh
dharti pe chaar din
kabhi mehmaan bann ke dekh
mehmaan bann ke dekh
bhagwaan do ghadi zara
insaan bann ke dekh
dharti pe chaar din
kabhi mehmaan bann ke dekh
mehmaan bann ke dekh
——————————————-
Hindi script lyrics (Provided by Sudhir)
——————————————-
भगवान
भगवान
भगवान दो घड़ी ज़रा इंसान बन के देख
धरती पे चार दिन कभी मेहमान बन के देख
मेहमान बन के देख
भगवान दो घड़ी ज़रा इंसान बन के देख
धरती पे चार दिन कभी मेहमान बन के देख
मेहमान बन के देख
ओ ओ ओ
है जिनको याद तेरी
कभी उनकी ले खबर
कभी उनकी ले खबर
ओ आसमान वाले
ग़रीबों पे कर नज़र
ग़रीबों पे कर नज़र
दिल में किसी ग़रीब के अरमान बन के देख
धरती पे चार दिन
कभी
मेहमान बन के देख
मेहमान बन के देख
ओ ओ ओ ओ
जो कुछ भी हो रहा है
वो तेरी नज़र में है
तेरी नज़र में है
आ देख मेरी लाज की
नैया भँवर में है
नैया भँवर में है
सब जानते हुये भी
ना अनजान बन के देख
मेहमान बन के देख
ओ ओ ओ ओ
ओ ओ ओ ओ
तुझको खबर नहीं कोई
कितना निराश है
कितना निराश है
तिनके की डूबते को
मालिक तलाश है
मालिक तलाश है
इंसान बन सके ना
तो भगवान बन के देख
धरती पे चार दिन
कभी मेहमान बन के देख
मेहमान बन के देख
भगवान दो घड़ी ज़रा
इंसान बन के देख
धरती पे चार दिन
कभी मेहमान बन के देख
मेहमान बन के देख
This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.
Leave a Reply