Baaj ri mori paayaliya
Posted February 21, 2013
on:“Gauri” (1968) was a Sivaji Films pvt Ltd production. It was produced by Shivaji Ganeshan and directed by A Bhim Singh. the movie had Nutan, Sunil Dutt, Mumtaz,Urmila Bhatt,Sanjeev Kumar, Leela Misra, Rajendranath, Laxmi Chhaya, Asheem Kumar, Umesh Sharma, Shivraj, Randhir, ShyamLal, Sheikh, Rajendra Dara, Om Prakash etc in it.
Today (21 february 2013) is the 22nd death anniversary of Nutan (4 june 1936- 21 february 1991). On this occasion, here is a song from “Gauri” (1968). This song is sung by Asha Bhonsle. It is lip synced by Nutan and the picturisation also shows Sunil Dutt and Urmila Bhatt.
Rajinder Krishan is the lyricist. Music is composed by Ravi.
Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.
video
audio
Song-Baaj ri mori paayaliya (Gauri)(1968) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Rajinder Krishan, MD-Ravi
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
baaj ri mori paayaliyaa aa
baaj ri mori paayaliyaa
main toh roothe piyaa ko manaane chali ee
baaj ri mori paayaliyaa
main toh roothe piyaa ko manaane chali
baaj ri mori paayaliyaa
baaj ri mori paayaliyaa
baaj ri mori paayaliyaa
ae ujle darpan tu hi bataa
kaissa hai ye haar singaar meraa
ae ujle darpan tu hi bataa
kaissa hai ye haar singaar meraa
ye kajraa gajraa ye bindiyaa
ye kajraa gajraa ye bindiyaa
main apne balam ko dikhaane chali ee
baaj ri mori paayaliyaa
baaj ri mori paayaliyaa
baaj ri mori paayaliyaa
ae kangnaa aaj khanaktaa jaa
ae jhumke aaj damaktaa jaa
ae kangnaa aaj khanaktaa jaa
ae jhumke damaktaa jaa
main preet ke soone mandir mein
main preet ke soone mandir mein
poojaa ki jyot jagaane chali ee
baaj ri mori paayaliyaa
baaj ri mori paayaliyaa
baaj ri mori paayaliyaa
jab apne pee ke mann bhaaun
tab jaake suhaagan kehlaaun
jab apne pee ke mann bhaaun
tab jaake suhaagan kehlaaun
ye sajaa sajaayaa tann apnaa
ye sajaa sajaayaa tann apnaa
main pee charnon mein chadhaane chali ee
baaj ri mori paayaliyaa
main toh roothe piyaa ko manaane chali
baaj ri mori paayaliyaa
baaj ri mori paayaliyaa
baaj ri mori paayaliyaa
———————————————
Hindi script lyrics (Provided by Sudhir)
———————————————
बाज री मोरी पायलिया आss
बाज री मोरी पायलिया
मैं तो रूठे पिया को मनाने चलीss
बाज री मोरी पायलिया
मैं तो रूठे पिया को मनाने चली
बाज री मोरी पायलिया
बाज री मोरी पायलिया
बाज री मोरी पायलिया
ए उजले दर्पण तू ही बता
कैसा है ये हार सिंगार मेरा
ए उजले दर्पण तू ही बता
कैसा है ये हार सिंगार मेरा
ये कजरा गजरा ये बिंदिया
ये कजरा गजरा ये बिंदिया
मैं अपने बालम को दिखाने चलीss
बाज री मोरी पायलिया
बाज री मोरी पायलिया
बाज री मोरी पायलिया
ए कंगना आज खनकता जा
ए झुमके आज दमकता जा
ए कंगना आज खनकता जा
ए झुमके आज दमकता जा
मैं प्रीत के सूने मंदिर में
मैं प्रीत के सूने मंदिर में
पूजा की ज्योत जगाने चलीss
बाज री मोरी पायलिया
बाज री मोरी पायलिया
बाज री मोरी पायलिया
जब अपने पी के मन भाऊँ
तब जाके सुहागन कहलाऊँ
जब अपने पी के मन भाऊँ
तब जाके सुहागन कहलाऊँ
ये सजा सजाया तन अपना
ये सजा सजाया तन अपना
मैं पी चरणों में चड़ाने चलीss
बाज री मोरी पायलिया
मैं तो रूठे पिया को मनाने चली
बाज री मोरी पायलिया
बाज री मोरी पायलिया
बाज री मोरी पायलिया
June 24, 2017 at 9:49 pm
LikeLike