Maata bhi tu pitaa bhi tu
Posted August 20, 2013
on:“Watan Ke Rakhwaale” (1987) was an A G Films production. It was produced by Feroz A Nadiadwala and directed by T Rama Rao. The movie had Sunil Dutt, Dharmendra, Moushumi Chatterjee, Lalita Pawar, Mithun Chakrborthy, Sridevi, Ashok Kumar, Shakti Kapoor, Kader Khan, Dan Danoa, Prem Chopra, Puneet Issar, Mac Mohan, Parikshit Sahni, Birbal, Sudhir Dalvi, Ashalata Wabgaonkar, Divya Rana, Renu Joshi, Master Chottu, Baby Guddu, Chandrashekhar, Sundar Taneja, Ali Khan, Ved Naswa, Pravin Kumar, Sageer Mukhtar etc in it.
The festival of Rakhi this year is spread over two days, viz it begins in the second half of 20 august and lasts till early morning of 21 august 2013. So it is alright if I continue posting Raki songs till late at night and even till early morning of 21 august 2013. 🙂
Here is a Rakhi song from “watan Ke Rakhwaale” (1987). The song is sung by Anuradha Paudwal and Mohammad Aziz and it is picturised on Divya Rana and Dharmendra with Baby Guddu and Master Chhotu, playing their childhood roles also visible for a few moments.
Majrooh Sultanpuri is the lyricist. Music is composed by Laxmikant Pyarelal.
Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.
Audio
Video
Song-Maata bhi tu pita bhi tu (Watan Ke Rakhwaale)(1987) Singers-Anuradha Paudwal,Mohammed Aziz, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD-Laxmikant Pyarelal
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
maataa bhi tu pitaa bhi tu
maataa bhi tu pitaa bhi tu
behnaa kaa abhimaan bhi tu
tere siwaa meraa kaun hai bhaiyya
tere siwaa meraa kaun hai bhaiyya
meraa toh bhagwaan bhi tu u
maataa bhi tu pitaa bhi tu
maataa bhi tu pitaa bhi tu
behnaa kaa abhimaan bhi tu
sang tere meraa bachpan khelaa
sang tere meraa bachpan khelaa
ghar hai meraa khushiyon kaa melaa
bhai bahut honge duniyaa mein
tu laakh mein ae
ek akelaa
mere to iss chhote se mann kaa
sabse badaa armaan bhi tu u
maataa bhi tu pitaa bhi tu
behnaa kaa abhimaan bhi tu
tere siwaa meraa kaun hai bhaiyya
tere siwaa meraa kaun hai bhaiyya
meraa toh bhagwaan bhi tu u
maataa bhi tu pitaa bhi tu
behnaa kaa abhimaan bhi tu
main jag mein aayaa teri khaatir
meraa janam kab mere liye hai
main jag mein aayaa teri khaatir
meraa janam kab mere liye hai
raakhi ki saugandh ke behnaa
jeenaa marnaa
tere liye hai
khaali meri apni hi nahin tu
jeevan bhi hai jaan bhi tu u
maataa bhi tu pitaa bhi tu
behnaa kaa abhimaan bhi tu
tere siwaa meraa kaun hai bhaiyya
tere siwaa meraa kaun hai bhaiyya
meraa toh bhagwaan bhi tu u
maataa bhi tu pitaa bhi tu
behnaa kaa abhimaan bhi tu
August 13, 2016 at 8:00 pm
LikeLike