Kya ho gaya ye kya ho gaya
Posted on: November 11, 2017
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Mausi”(1958) was directed by Prabhat Kumar for Rajkamal Kala mandir, Bombay. The movie had Sumati gupte, Vandana, Baburao Pendharkar, Reshma, Ranjana Shukla, Asha Devi, Ramesh Deo, Rajkamal, R V Rane, Putlibai, Baby Mumtaz, Rajguru Deshmukh, Roohi, K Date etc in it.
The movie had six songs in it. Two songs from the movie have been covered in the blog in distant past.
Here is the third song from “Mausi”(1958) to appear in the blog. The song is sung by Asha Bhonsle. Bharat Vyas is the lyricist. Music is composed by Vasant Desai.
Only audio of this song is available. i request our knowledgeable readers to throw light on the movie as well as on the picturisation of this song.
Song-Kya ho gaya ye kya ho gaya (Mausi)(1958) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Bharat Vyas, MD-Vasant Desai
Lyrics
kya ho gaya
kya ho gaya
ye kya ho gaya
kya ho gaya
kya ho gaya
ye kya ho gaya
aasmaan dharti par toota
dharti dhansi paataal mein
aasmaan dharti par toota
dharti dhansi paataal mein
saari duniya aaj sulagti
dhu dhu karti jwaal mein
saari duniya aaj sulagti
dhu dhu karti jwaal mein
kya ho gaya
kya ho gaya
ye kya ho gaya
panchhi to kat gaya pankh se
sheetal jal gaya thaam
aa aa aa
aa aa aa
panchhi to kat gaya pankh se
sheetal jal gaya thaam
machhli ne pi liya samunder
nadiya doobi naav mein
machhli ne pi liya samunder
nadiya doobi naav mein
kya ho gaya
kya ho gaya
ye kya ho gaya
sooraj ko jugnu ne nigla
dhoop ko nigal gayi chhaaya
sooraj ko jugnu ne nigla
dhoop ko nigal gayi chhaaya
chanda ko zarre ne chhupaaya
meethe se kadva paaya
aandhi ko deepak ne bujhaaya
sab ke sab ulti maaya
aasmaan waale
ho aasmaan waale
arre o o o
o o
haay aasmaan waale
teri dharti ko choti ne khaaya
kya ho gaya
kya ho gaya
ye kya ho gaya
kya ho gaya




Leave a comment