Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Aao aao ladki waalon…Dulha bikta beech baazaar

Posted on: May 30, 2020


This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

Blog Day: 4334 Post No.: 15630

“Mud Mud Ke Na Dekh”(1960) was directed by Ramesh Tiwari for N C Films, Bombay. This “Social” movie had Bharat Bhushan, Anita Guha, Jeewan, Tiwari, Prem Chopra (debut), Krishnakumari, Bela, Kammo, Helen, Naaz, Mishra, Anwari Bai, Narbada Shankar, Rajinder Kathana, Ratan Gaurang, Nemo, Prakash, Robert etc in it.

The movie had eight songs in it. Seven songs have been covered in the past.

Details of the seven songs covered in the blog are :-

S N Song Post number in blog Date of posting
1 Haseen ho Khudaa to nahin ho 1524 28-June-2009
2 Tere peechhe phirte phirte ho gayaa pooraa saal re 2441 30-Apr-2010
3 Auraton ke dabbe mein mard aa gayaa 2447 3-May-2010
4 Jahaan tu tu tu wahaan main main main 12362 10-Sep-2016
5 Baaghon mein kabootar kaale 13845 28-Dec-2017
6 Ye hai june ka maheena aaye bada hi paseena 15100 1-July-2019
7 Raat kaali jugnu chamken 15614 20-May-2020

Here is the eighth and final song from “Mud Mud Ke Na Dekh”(1960). This song is sung by Asha Bhonsle and Geeta Dutt. At least another unknown female voice is there in addition to chorus. Prem Dhawan is the lyricist. Music is composed by Hansraj Bahl

The song is picturised as a stage song and it is a song with a message as it is against the dowry system.

I am unable to identify the actors seen in the picturisation. I request our knowledgeable readers to help identify them.

With this song, all the eight songs of “Mud Mud Ke Na Dekh”(1960) get covered in the blog and the movie joins the list of movies that have been YIPPEED in the blog.

Audio (Partial)

Video (Full)


Song-Aao aao ladki waalon…dulha bikta beech baazaar (Mud Mud Ke Na Dekh)(1960) Singers-Asha Bhonsle, Geeta Dutt, Unknown female voice, Lyrics-Prem Dhawan, MD-Hansraj Bahl
Chorus

Lyrics

aao aao ladki waalon
ladka mila ?? raha hai
dulhan ke liye dulhe ka daam ho raha hai
ye hai ladka B A
iski bolo boli
ek hazaar
ek nahin bhai
do hazaar
arre do nahin bhai
chaar hazaar
arre chaar bhi kya hai
das hazaar
aji das to kya hai
bees hazaar
bees hazaar
bees hazaar ek
bees hazaar do
bees hazaar teen

dulha bikta beech baazaar
ye hai shaadi ya vyopaar
dulha bikta beech bazaar
ye hai shaadi ya vyopaar
beche pagdi to baabul laaye beti ka singaar
dulha bikta beech bazaar
ye hai shaadi ya vyopaar
beche pagdi to baabul laaye beti ka singaar
dulha bikta beech bazaar
ye hai shaadi ya vyopar

mera ladka M A
iski keemat jo bhi bole
baarah man wo chaandi laaye
sona teen sau tole
satrah jode do sau suit
bahan ki saadi bhai ka boot
ghadi sasur ki saas ka joda
do motor ek baggi ghoda
palang radio aur kaaleen
rang birange sofe teen
ye sab do
ye sab do to kar sakta hoon main kuchh soch vichaar
hai aisi shaadi pe dhikkaar
dhikkaar
dhikkaar

dulha bikta beech bazar
ye hai shadi ya vyopar
beche pagdi to baabul laaye beti ka singaar
dulha bikta beech bazaar
ye hai shaadi ya vyopar

mera ladka anpadh phir bhi keemat poora laakh
laakh to den par kahaan seth ji dulhe ki ??
arre ek haath ka hai ek laakh
do ka leta main do laakh
kyun ladke ki itni fees
hai ye khaandaani raees
chaar sau beeghe hai jaageer
khulegi ladki ki taqdeer
aisa var
aisa var
aisa var na milega chaahe dhoondho sab sansaar
hoye aisi shaadi pe dhikkaar dhikkaar dhikkaar
dulha bikta beech bazaar
ye hai shaadi ya vyopaar
beche pagdi to baabul laaye beti ka singaar
dulha bikta beech bazaar
ye hai shaadi ya vyopaar

kab tak dukhiya baabul apni kanya rakhe kanwaari
roz ye paudha chadhta jaaye
badhe ye jimmewaari
aaj khuda ban baithe hain ye beton ka vyopaari
kya ho sab ghar bar bike bik jaye kapde tan ke
laaunga jo bhi maagoge bete waalon bhihkaari banke
main bhikhaari banke
main bhikhaari banke
main bhikhaari banke ae

motor bangla chaandi sona
haan haan haanji aur kaho na
nakdi laakh nahin to n
sab manzoor hai kahdo haan
acchha to ha,
haan
haan
ja ri ja ri dulhaniya pyaari
tere baabul ne waari tujhpe duniya saari

ja ri ja ri dulhaniya pyaari
(aa aa aa aa aa)
tere baabul ne waari tujhpe duniya saari

hamen bulaa ke ghar pe tumne diya ye dhokha kaisa
laalach buri bala hai
milta hai jaise ko taisa
abhi saza ye kam hi mili hai
bhaago yahaan se laala
warna pakad se pitwaayenge
hum munh karke kaala
upar se daalenge gale mein hum jooton ka haar

rrr
yoon na karna
isse achcha hai marna
kya tumko daulat pyaari
na na ji izzat pyaari
to paaon pe rakh do pagdi
maangoon ne ek bhi damdi
to karlo aaj se tauba
mere to baap ki tauba
kya maan li tumne haar
haan chhoda ji chhoda ye beton ka vyopaar
aisi shaadi pe dhikkaar dhikkaar dhikkaar
dulha bikta beech bazaar
ye hai shadi ya vyopaar
beche pagdi to baabul laaye beti ka singaar
dulha bikta beech bazaar
ye hai shaadi ya vyopaar

3 Responses to "Aao aao ladki waalon…Dulha bikta beech baazaar"

I have already sent the lyrics on 25th April
missing words:
ladka “NILAAM” ho raha hai

Like

audio link:

Like

“kab tak dukhiya baabul apni kanya rakhe kanwaari
roz ye paudha chadhta jaaye”
These lines are mouthed by a very young Mumtaz.

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18313

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1411
Total Number of movies covered=4951

Total visits so far

  • 16,483,309 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,007 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory