Ye thhandaa thhandaa paani nadiya mein behtaa jaaye
Posted December 29, 2020
on:This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
Blog Day : |
4547 | Post No. : | 16124 |
“Lachak”(1951) as produced by Shreeram Vohra and directed by M I Dharmsi for Shrre Films, Bombay. This “social” movie had Geta Bali, Amarnath, Kuldeep Kaur, Agha, Paro, Nayantara, B M Vyas, Ramkumar, Shanti Sharma, Rukhsana, Zareena, Cecil, Ram Singh, Anand, Sheikh etc in it.
The movie had nine songs in it. To songs have been covered so far.
Here is the third song from “Lackah”(1951) to appear in the blog. THe song is sung by Shamshad Begam and chorus. Balkrishn Vohra is the lyricist. Music is composed by Moti Ram.
Only the audio of the song is available. I request our knoledgeable readers to thro light on the picturisation of this song.
Song-Ho thhanda thhandaa paani nadiya mein behta jaaye (Lachak)(1951) Singer-Shamshad Begam, Lyrics-Balkrishn Vohra, MD-Pt Motiram
Chorus
Lyrics
Ho thhanda thhanda
ho thhanda thhanda
ho thhandaa thhandaa paani
nadiya mein behta jaaye
haaye nadiya mein behta jaaye
ye prem ki aag mere dil mein lagaaye
ye duniya deewaani kare apni manmaani
ho o apni manmaani
ye duniya deewaani kare apni manmaani
ho o apni manmaani
darr lagta hai mujhko
kahin doobe na jawaani
ho o doobe na jawaani
darr lagta hai
darr lagta hai mujhko
kahin doobe na jawaani
ho o doobe na jawaani
chhoti si ye baat
chhoti si ye baat
mujhe kaun bataaye
ho o
chhoti si ye baat
mujhe kaun bataaye
ye prem ki aag mere dil mein lagaaye
hoy thhandaa thhandaa paani
hoy thhandaa thhandaa paani
hoy thhandaa thhandaa
hoy thhandaa thhandaa paani
nadiya mein behtaa jaaye
haaye nadiya mein behtaa jaaye
ye prem ki aag mere dil mein lagaaye
o mere banmaali
phool khile daali daali
ho o khile daali daali
o mere banmaali
phool khile daali daali
ho o khile daali daali
mere man ki muraad
aaj jaaye nahin khaali
ho o jaaye nahin khaali
mere man ki muraad
aaj jaaye nahin khaali
ho o jaaye nahin khaali
dil ki lagi
dil ki lagi ko ab kaun bujhaaye
o o
dil ki lagi ko ab kaun bujhaaye
ye prem ki aag mere dil mein lagaaye
hoy thhandaa thhandaa paani
hoy thhandaa thhandaa paani
hoy thhandaa thhandaa
hoy thhandaa thhandaa paani
nadiya mein behtaa jaaye
haaye nadiya mein behtaa jaaye
ye prem ki aag mere dil mein lagaaye
December 29, 2020 at 12:47 pm
audio
LikeLike