Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Posts Tagged ‘Saajan Ki Saheli


This article is written by Peevesie’s mom, a fellow enthusiast of Hindi movie music and a contributor to this blog. This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

Blog Day :

5562 Post No. : 18030

Hullo Atuldom

“Saajan ki Saheli” (1980) was a film that was produced & directed by Saawan Kumar Tak (9th August 1936- 25th August 2022). The songs were written by Majrooh Sultanpuri (1st October 1919- 25th May 2000) & Saawan Kumar Tak. Usha Khanna (d.o.b. 7th October 1941) was the music director. Asha Bhonsle, Sulakshana Pandit, Mohd Rafi, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar & Usha Khanna (herself) were the playback singers.

The film was a typical, simplistic melodrama. It was the story of a young unmarried girl who gets pregnant, giving birth to a girl but refusing to accept the child. On growing up the girl discovers the truth of her birth, tracks her mother down. The girl teams up with her mother’s husband to get her mother admit the parentage & accept her, even if her own love-life is compromised in the situation.

Nutan played mother to Rekha. Rajendra Kumar was Nutan’s husband & Anil Dhawan (guest appearance) the cause of Nutan’s pregnancy. Suresh Oberoi played a ‘Narad’ kind character giving the viewer a feeling that he is the villain. Vinod Mehra was a singer who falls in love with Rekha.

This film came in the period when Rekha was having a successful run at the box-office after being appreciated for her role in “Khubsoorat”. In fact 1980 was a Jackpot year of her career as she was seen in 12 films including a guest appearance in the Marathi film ‘Fatakadi’. I have seen the lavani sequence from that film a long time ago. ‘Jise tu kubool kar le’ (never heard of this film), ‘Jyoti Bane Jwala’ (a guest appearance), ‘Kali Ghata’, ‘Jal Mahal’, ‘Agreement ‘, ‘Neeyat’, ‘Judaai’, ‘Ram Balram’, ‘Maang Bharo Sajna’, ‘Aanchal’, & ‘Khubsoorat’ were the films of 1980 & I have seen all of them & 50% of them in a cinema hall. She was appreciated in “Saajan ki Saheli” also. Nutan was the other saving grace of this film.

Today on the occasion of Rekha’s 69th birthday we shall have a stage song from this Saawan Kumar film. The singers in the song are Usha Khanna, Suresh Wadkar & Mahendra Kapoor.

With this song we also wish Belated birthday wishes to Usha Khanna & think of Majrooh Sultanpuri whose birthdays just went by.

This post celebrated Rekha’s birthday on the blog 10 years back.


Song-Aaye hain wo mazaar pe ghoonghat utaar ke (Saajan Ki Saheli)(1980) Singers-Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, Usha Khanna, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD-Usha Khanna
Chorus

Lyrics

marne ke baad hamaari yaad mein
aansu bahaate hain
nawaazish hai ye unki
aaj wo
do gul chadhaate hain
mazaar e ishq to kaanton ke bhi
kaabil nahin hota
Allaah
wo sar khole hamaari
kabr pe deewaanawaar aaye
arre isi ko maut kehte hain to ya rab
baar baar aaye ae ae

ke aaye hain wo mazaar pe
ghoonghat utaar ke
aaye hain wo mazaar pe
ghoonghat utaar ke
mujhse naseeb achhe hain
mujhse naseeb achhe hain
arre mere mazaar ke ae ae
aaye hain wo mazaar pe
ghoonghat utaar ke
aaye hain wo mazaar pe
ghoonghat utaar ke

aaye hain
aaye hain
arre aaye hain
aaye hain
aaye hain wo mazaar pe
ghoonghat utaar ke
aaye hain wo mazaar pe
ghoonghat utaar ke

ab to wo bhi
ishq ke
maare nazar
aane lage
arre unki bhi neend udd gayi
taare nazar aane lage
arre dil pareshaan
arre aankh veeraan
haan haan zulf barham
lab khaaaaa mo o o o osh
ab to wo kuchh aur bhi
pyaare nazar aane lage
aake hamaari kabr pe
toone jo muskura diya
bijli chamak ke gir padi
saara kafan jala diya
haaye
chain se so raha thha main
Allah
chain se so raha thha main
odhe kafan mazaar mein
aur yahaan bhi sataane aa gaye
kisne pata bata diya
yahaan bhi sataane aa gaye
kisne pata bata diya

aaye hain
aaye hain
arre aaye hain
aaye hain
aaye hain wo mazar pe
ghoonghat utaar ke
aaye hain wo mazaar pe
ghoonghat utaar ke
mujhse naseeb achhe hain
mujhse naseeb achhe hain
mere mazaar ke ae ae
aaye hain wo mazaar pe
ghoonghat utaar ke
aaye hain wo mazaar pe
ghoonghat utaar ke

bijli kabhi giri
kabhi saiyyaad aa gaya
hamne to chaar din bhi na dekhe bahaar ke
hamne to chaar din bhi na dekhe bahaar ke
saiyyad tere hukm e rih ai ka shukariyaa aa aa
hum to kafas mein kaat chuke din bahaar ke
hum to kafas mein kaat chuke din bahaar ke
hum to kafas mein kaat chuke din bahaar ke

arre waada wo kar gaye thhe
suno
mujhse shaam ka aa
waada wo kar gaye thhe
suno
mujhse shaam ka aa aa
to kaise katenge chaar pahar intzaar ke

to kaise katenge chaar pahar intzaar ke
to kaise katenge chaar pahar intzaar ke

kiya thha waada ke aayenge wo charaag jale
tamaam raat charaagon se
dil ke daagh jale ae ae ae
jaa dekha tera waada
haaye re tera waada
jaa dekha tera waada
haaye re tera waada

jaa dekha tera waada
haan dekha tera waada
ja dekha tera waada
haaye re tera waada
o jaa dekha tera waada
haaye re tera waada

ke haaye
ke haaye
kaise kate umariyaaa aa aa
aas hi aas mein beeti jaaye ae ae
hamre nayan daras bin tarse ae ae
tum bin baalam
kachhu na suhaaye ae
tori preet ke kaaran mose
roothhe apne paraaye
sab roothhe
ik tum mat roothiyo
tum ruthiyo to gazab hoi jaaye re
ja dekha tera waada
haaye re tera waada

jaa dekha tera waada
haaye re tera waada

jaa dekha tera waada
haan dekha tera waada

jaa dekha tera waada
haaye re tera waada
jaa dekha tera waada
haaye re tera waada
jaa dekha tera waada
haaye re tera waada


“Saajan Ki Saheli” (1980) is a movie which came up in the last stage of the Golden era of Hindi movie music. Those were the days when Disco music was becoming the rage and lyrics were losing their importance in such songs. During those days, we fortunately still had the kind of music in some movies that we had grown up to love all these decades. These were off beat movies, smaller budget movies, family values movies- in brief “non mainstream movies”.
Read more on this topic…


This is a very popular “betrayal” song. In fact, I am amazed that I did not think of this category before. This is a category of song where one person feels betrayed and sings a song expressing his hurt.
Read more on this topic…


What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18305

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1411
Total Number of movies covered=4951

Total visits so far

  • 16,472,202 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,005 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory