Ik pyaar ka naghmaa hai
Posted July 24, 2009
on:“Shor” (1972) was a Manoj Kumar movie. Going by the usual over the top story lines of Manoj Kumar, this movie was apparently a better movie.
This movie had some popular songs. I have posted the rain song of this movie already. Here is a nice sentimental song from this movie. It goes “ik pyaar ka naghma hai, mauzon ki rawaani hai, zindagi aur kuchh bhi nahin teri meri kahaani hai”.
The song is written by Santosh Anand and the music is composed by Laxmikant Pyarelal. Mukesh and Lata are the singers. This song was picturised on Manoj Kumar, Nanda and master Satyajit. This song plays throughout the movie at various places, including at the end of the movie.
Audio – (Part I)
Audio – (Part II)
Video – (Both part)
Song-Ik pyaar ka naghmaa hai (Shor) (1972) Singers-Lata, Mukesh, Lyrics-Santosh Anand, MD-Laxminkant Pyarelal
Both
Chorus
Chorus + Lata
Lyrics
hmm hmm hmm
hmm
hmm hmm hmm
hmm hmm hmm hmm hmm
hmm hmm hmm
hmm hmm hmm
ik pyaar kaa naghmaa hai
maujon ki rawaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
maujon ki rawaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
maujon ki rawaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
lalalalalala
lalalalalala
kuchh paakar khonaa hai
kuchh khokar paanaa hai
jeewan kaa matlab to
aanaa aur jaanaa hai
do pal ke jeewan se
ik umr churaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
tu dhaar hai nadiyaa ki
main teraa kinaaraa hoon
tu meraa sahaaraa hai
main teraa sahaaraa hoon
aankhon mein samandar hai
aashaaon kaa paani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
aaa
aaa aa aa
aa aa aa
aaa aaa aaa
aaa aaa
aaaa
aaaa
aaaaa
toofaan to aanaa hai
aakar chale jaanaa hai
baadal hai ye kuchh pal kaa
chhaakar dhal jaanaa hai
parchhaayiyaan rah jaatin
rah jaati nishaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai(aa aa aa aa)
maujon ki rawaani hai (aa aa aa aa)
zindagi aur kuchh bhi nahin (aa aa aa aa)
teri meri kahaani hai (aa aa aa aa)
ik pyaar kaa naghmaa hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
tu dhaar hai nadiyaa ki
main teraa kinaaraa hoon
tu meraa sahaaraa hai
main teraa sahaaraa hoon
aankhon mein samandar hai
aashaaon kaa paani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
jo dil ko tasalli de
wo saaz uthha laao
dam ghutne se pehle hi
aawaaz uthha laao
khushiyon ka tarannum hai
ashqon ki jabaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
aaa aa aaa aa aa
aa aa aa aa aa
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
maujon ki rawaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
maujon ki rawaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar ka naghma hai
main tera kinaara hai
tu mera sahaara hai
main tera sahaara hoon
aankhon mein samandar hai
aashaaon ka paani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
kuchh paakar khona hai
kuchh khokar paana hai
jeewan ka matlab to
aana aur jaana hai
kis baat ka rona hai
har cheez to phaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar ka naghma hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
maujon ki rawaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
maujon ki rawaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahaani hai
ik pyaar kaa naghmaa hai
11 Responses to "Ik pyaar ka naghmaa hai"
Video clip of sad version : http://youtu.be/EiWx-8QID4Q
There is one more version of this song with an additional stanza :
Video clip : http://youtu.be/QkK0aWFfEtk
Lyrics of additional stanza in this clip :
jo dil ko tasalli de
wo saaz uthhaa laao
dam ghutne se pahale hi
aawaaz uthhaa laao
khushiyon ka tarannum hai
ashkon ki ravaani hai
zindagi aur kuchh bhi nahin
teri meri kahani hai
LikeLike
Down memory lane …. remember my uncle had brought the LP record then and this was very popular song then.. repeatedly heard !!
@ Kamath Sir – thanks for the lyrics of the additional stanza here !
LikeLike
Here’s the lyrics of the two more unrecorded verses of this philosophical song not used in the film but rendered by S.A. in his each and every stage presentation
Jo beet gaya hai wo
Ab daur na aayega
Is dil mein siwa tere
Koi aur na aayega
Ghar phoonk diya hamne
Ab raakh uthaani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Tum saath na do mera
Chalna mujhe aata hai
Har aag se waakif hoon
Jalna mujhe aata hai
Tadbeer ke haathon se
Taqdeer banaani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahaani hai
LikeLike
1 | Peevesie'mom
July 24, 2009 at 6:55 am
hi atul
so now u ve discovered “shor”
so the child star was “master satyajit” who was also there in “anuraag” with Ashok Kumar and Moushmi Chaterjee. he later grew up into adult roles with the “Rajshri Movie–Paheli” which had the lovely number “sona kare jhil mil jhil mil” remember it?
then he was seen in a few movies as Sunny Deol’s friend and Govinda’s friend. can of hand recollect “Dacait” & “Dulaara”
LikeLike