Har baat poochhiye ye haqeeqat na poochhiye
Posted May 17, 2010
on:It is my belief that Roshan should be called the king of filmi qawwalis the way Madan Mohan is described as the king of Ghazals. Many of the qawwaalis that Roshan has created in movies have gone on to become immortal.
Most of these qawwaalis were created in 1960s. But it does not mean that Roshan did not create qawwaalis in 1950s. Here is a qawwaali from as early as 1954. It is from “Chandni Chowk”. This song is sung by Lata, Asha Bhonsle and Shamshad Begam. It must be one of the very few songs in which these three singers lend their voices. Majrooh Sultanpuri is the lyricist.
The song is picturised on several ladies. Out of them I can only identify Meena Kumari and Tuntun will assurance. I am not very sure about the identities of other ladies. So it is once again an occasion for “hint,hint” for my knowledgeable readers.
Song-Har baat poochhiye ye haqeeqat na poochhiye (Chaandni Chowk) (1954) Singers-Lata, Asha Bhonsle, Shamshad Begam, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD-Roshan
Lyrics
har baat poochhiye
ye haqeeqat naa poochhiye
haan
har baat poochhiye
ye haqeeqat naa poochhiye
ae jee hamko kisi se kyun hai muhobbat naa poochhiye
muhobbat naa poochhiye
haan
hamko kisi se kyun hai muhobbat naa poochhiye
muhobbat naa poochhiye
har baat poochhiye
ye haqeeqat naa poochhiye
ye haqeeqat naa poochhiye
are waah
hamko kisi se kyun hai muhobbat naa poochhiye
muhobbat naa poochhiye
naa poochhiye naa poochhiye naa poochhiye
haan
hamko kisi se kyun hai muhobbat naa poochhiye
muhobbat naa poochhiye
aaa aaa aaa
hamne kisi ke ishq mein
apnaa kiyaa ye haal
hamne kisi ke ishq mein
apnaa kiyaa ye haal
apnaa kiyaa ye haal
haan
uljhi huyi nazar hai
uljhi huyi nazar hai
to
bahki huyi hai chaal
aankhon se dekhiye
ae jee
aankhon se dekhiye
meri haalat naa poochhiye
meri haalat naa poochhiye
aaa aankhon se dekhiye
meri haalat naa poochhiye
meri haalat naa poochhiye
naa poochhiye naa poochhiye naa poochhiye
haan
hamko kisi se kyun hai muhobbat naa poochhiye
muhobbat naa poochhiye
aaa aaa aaa aaa
karte nahin nigaah kisi par wo bhool kar
haay
karte nahin nigaah kisi par wo bhool kar
haan kisi par wo bhool kar
karte nahin nigaah kisi par wo bhool kar
haan kisi par wo bhool kar
ae jee haan ham aayinaa bhi dekhen to
ham aayinaa bhi dekhen to
aate hain wo nazar
aahe waah
aate hain wo nazar
ajee waah
aate hain wo nazar
haan
itne hamin pe kyun hai inaayat naa poochhiye
inaayat naa poochhiye
naa poochhiye naa poochhiye naa poochhiye
haan
hamko kisi se kyun hai muhobbat naa poochhiye
muhobbat naa poochhiye
jee muhobbat naa poochhiye
jee muhobbat naa poochhiye
hamne kahaa ki chaliye zaraa dekh-bhaal ke
ajee haan dekh bhaal ke
ari haan dekh bhaal ke
palte wo
palte wo kis adaa se
jee haan
palte wo kis adaa se dupattaa sambhaal ke jee
dupattaa sambhaal ke haan
dupattaa sambhaal ke
haan dil par guzar gayi jo qayaamat naa poochhiye
qayaamat na poochhiye
jee qayaamat na poochhiye
haan
dil par guzar gayi jo qayaamat naa poochhiye
qayaamat na poochhiye
jee qayaamat na poochhiye
jee qayaamat na poochhiye
aaa aaa aaa
qayaamat na poochhiye
aaa aaa
qayaamat na poochhiye
aaa aaa aaa
qayaamat na poochhiye
jee qayaamat na poochhiye
jee qayaamat na poochhiye
November 30, 2016 at 11:51 am
LikeLike