Zara sun lo ham apne pyaar ka afsaana kehte hain
Posted July 8, 2012
on:“Baazaar” (1949) was a Madhukar Pictures production. It was produced and directed by K Amarnath. The movie had Shyam, Nigar Sultana, Gope, Amir Banu, Misra, Yakub, Cuckoo, Badri Prasad etc in it.
This movie had some nice songs in it. As many as four songs from this movie have been discussed in the past.
Here is a song from this movie. It is an all female qawwali which is sung by Lata, Rajkumari and chorus. In the picturisation, I can identify Nigar Sultana lip syncing in Lata’s voice. I am unable to identify the lady lip syncing in Rakjumar’s voice. I request our knowledgeable readers to throw more light on the picturisation of this song.
Qamar Jalalabadi is the lyricist. Music is composed by Shyam Sundar. It is after nearly half a year that a Shyam Sundar composition makes an appearance in this blog.
Lyrics of this song were sent to me by Atif M.
Audio
Video
Song-Zara sun lo ham apne pyaar ka afsaana kehte hain (Baazaar)(1949) Singers-Lata, Rajkumari, Lyrics-Qamar Jalalabadi, MD-Shyam Sundar
Chorus
Lyrics(Provided by Atif M)
zara sun lo
hum apne pyaar ka afsaana kehte hain
zara sun lo
hum apne pyaar ka afsaana kehte hain
hamein yeh duniya waale
hamein yeh duniya waale
aapka deewana kehte hain
zara sun lo
hum apne pyaar ka afsaana kehte hain
aa aa aa
hamein to kaam hai
bas chupke chupke yaad karne se ae ae
muhabbat ka maza aata nahin
fariyaad karne se
jo khaamoshi se jal jaaye
usey parwaana kehte hain
jo khaamoshi se jal jaaye
usey parwaana kehte hain
usey parwaana kehte hain
aji parwaana kehte hain
jo khaamoshi se jal jaaye
usey parwaana kehte hain
zara sun lo
hum apne pyaar ka afsaana kehte hain
hamein yeh duniya waale
hamein yeh duniya waale
aapka deewaana kehte hain
aa aa aa aa
aa aa aa aa
kisi ke pyaar ki khaatir
zamaane ko bhulaaya hai
jinhen apna banaane ke liye
sab kuchh lutaaya hai
qayaamat hai ke woh ab tak
hamein begaana kehte hain
qayaamat hai ke woh ab tak
hamein begaana kehte hain
hamein begaana kehte hain
aji begaana kehte hain
qayaamat hai ke woh ab tak
hamein begaana kehte hain
zara sun lo
hum apne pyaar ka afsaana kehte hain
hamein yeh duniya waale
hamein yeh duniya waale
aapka deewaana kehte hain
aa aa aa aa
aa aa aa aa
idhar bhi dekh kar
ik baar saahib muskura dena
aa aa aa aa
aa aa aa aa
tumhaari ik nazar ka
kaam hai paagal bana dena
jise deewaana tum keh do
usey deewaana kehte hain
jise deewaana tum keh do
usey deewaana kehte hain
usey deewaana kehte hain
aji deewaana kehte hain
jise deewaana tum keh do
usey deewaana kehte hain
zara sun lo
hum apne pyaar ka afsaana kehte hain
hamein yeh duniya waale
hamein yeh duniya waale
aapka deewaana kehte hain
aa aa aa
jahaan ke kooche kooche mein
pata poochha tera hum ne
ae ae
kahaa logon ne deewana to
yoon hans kar kaha hum ne
muhabbat karne waale ko
sabhi deewaana kehte hain
muhabbat karne waale ko
sabhi deewaana kehte hain
sabhi deewaana kehte hain
aji deewaana kehte hain
muhabbat karne waale ko
sabhi deewaana kehte hain
zara sun lo
hum apne pyaar ka afsaana kehte hain
hamein yeh duniya waale
hamein yeh duniya waale
aapka deewaana kehte hain
aa aa aa aa
aa aa aa aa
jise dekho zamaane mein
kisi se pyaar karta hai
kahin bhanwra tadapta hai
kahin parwaana jalta hai
hazaaron kehne waale
ek hi afsaana kehte hain
hazaaron kehne waale
ek hi afsaana kehte hain
aji afsaana kehte hain
aji afsaana kehte hain
hazaaron kehne waale
ek hi afsaana kehte hain
zara sun lo
hum apne pyaar ka afsaana kehte hain
hamein yeh duniya waale
hamein yeh duniya waale
aapka deewaana kehte hain
zara sun lo
hum apne pyaar ka afsaana kehte hain
July 5, 2020 at 11:42 am
working audio
LikeLike