Megha re megha re
Posted August 10, 2012
on:“Pyaasa Saawan” (1981) was a Tirupati Pictures Production. It was produced by Prasanna Kapoor (Jeetendra’s brother). Dasari Narayana Rao was the director. The movie had Jeetendra, Moushumi Chatterjee, Reena Roy, Aruna Irani, Vinod Mehra, Madan Puri, Deven Verma, Ashalata Wabgaonkar etc in it.
Here is a song from this movie. This song is sung by Lata and Suresh Wadkar and it is picturised on Mausami Chatterji and Jeetendra. I have heard this song many a times but I was not aware about its details till now. 🙂
Santosh Anand is the lyricist. Music is composed by Laxmikant Pyarelal.
Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.
Audio
Video
Song-Megha re megha re (Pyaasa Saawan)(1981) Singers-Lata, Suresh Wadkar, Lyrics-Santosh Anand, MD-Laxmikant Pyarelal
Lata + Suresh Wadkar
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
aa aa aa aa
aa aa aa aa
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
mat pardes jaa re
aaj tu
prem kaa sandes barsaa re
o o o
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
mat pardes jaa re
aaj tu
prem kaa sandes barsaa re
o o
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
mat pardes jaa re
aaj tu
prem kaa sandes barsaa re
o o o
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
kahaan se tu aayaa
kahaan jaayegaa tu
ke dil ki aggan se
pighal jaayegaa tu
dhuaan ban gayee hai
khayaalon ki mehfil
mere pyaar ki jaane
kahaan hogi manzil
hmm hmm hmm hmm
hmm hmm hmm hmm
o o o
meghaa re meghaa re(meghaa re meghaa re)
meghaa re meghaa re(meghaa re meghaa re)
mere gham ki tu dawaa re
dawaa re
aaj tu prem kaa sandes barasaa re
o o o
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
barasne lagi hain boondein
aen aen
tarsne lagaa hai mann
ho o o
o o o
zaraa koyee bijli chamki ee ee
larazne lagaa hai mann
aur na daraa
tu mujhko
o kaale kaale ghan
mere tann ko
chhoo rahi hai
preet ki pehli pawan
o o o
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
meri sunn le tu sadaa re
aaj tu prem kaa sandes barsaa re
o o o
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
mann kaa mayooraa aaaj
magan ho rahaa hai
mujhe aaj ye kyaaa
sajan ho rahaa hai
umangon ka saagar
umadne lagaa hai
baabul ka aangan
bichchdne lagaa hai
na jaane kahaan se
hawaa aa rahi hai
udaake ye hamko
liye jaa rahi hai
ye rut bheegi bheegi
bhigone lagi hai
ke meethe se nashtar
chubhone lagi hai
chalo aur duniyaa
basaayenge hum tum
ye janmon ka naataa
nibhaayenge hum tum
ho o o
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
de tu hamko duaaa re
aaj tu prem ka
sandes
barsaa re
ho o o
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re
4 Responses to "Megha re megha re"

Please state the ‘Raag’ in which this beautiful melody has been composed in.
Thank You so much.
Beautiful effort by the founder/keeper of this site.
God Bless!
LikeLike

August 11, 2012 at 12:10 am
We should rember all that little emotions are the great captains of our lives. But only Lataji can deliver a wealth of pathos towards the protagonist.
LikeLike