Ae meri zindagi tu nahin ajnabi
Posted September 23, 2012
on:“Pyaar Ka Sapna” (1969) was a Modern Pictures presentation. It was directed by Hrishikesh Mukherji. The movie had Ashok Kumar, Biswajeet, Mala Sinha, Helen, Kundan, Mridula, Johnny Walker, Durga Khote, Naina, Rajen Haksar etc in it.
Here is a song from this movie. It is a duet which is sung by Rafi and Lata. It is picturised on Biswajeet and Mala Sinha. Rajinder Krishan, whose death anniversary falls today (23 september) is the lyricist. Music is composed by Chitragupta.
Lyrics of this song were sent to me by nahm.
Video
Audio
Song-Ae meri zindagi tu nahin ajnabi (Pyaar Ka Sapna)(1969) Singers-Rafi, Lata, Lyrics-Rajinder Krishan, MD- Chitragupta
Lyrics(Provided by nahm)
ae meri zindagi
tu nahin ajnabi
tujh ko dekhaa hai pehle kabhi ee
ae meri zindagi
tu nahin ajnabi
tujh ko dekhaa hai pehle kabhi
aye mere hamsafar
mujh ko pehchaan le
main wohi hoon wohi hoon
wohi
ae mere hamsafar
mujh ko pehchaan le
main wohi hoon wohi hoon
wohi
tu mere saath reh kar bhi kyun door hai
iss liye ke tujhe khud yeh manzoor hai
tu mere saath reh kar bhi kyun door hai
iss liye ke tujhe khud yeh manzoor hai
main tere paas hoon
main tere paas thhi
main wohi hoon
wohi hoon
wohi
ae meri zindagi
tu nahin ajnabi
tujh ko dekhaa hai pehle kabhi ee
ae mere hamsafar
mujh ko pehchaan le
main wohi hoon wohi hoon
wohi
dil mein padti to hain
teri parchhaayiyaan
door hoti nahin
phir bhi tanhaayiyaan
dil mein padti to hain
teri parchhaayiyaan
door hoti nahin
phir bhi tanhaayiyaan
dil ke aayine mein
jhaank kar dekh le
main wohi hoon
wohi hoon
ae meri zindagi
tu nahin ajnabi
tujh ko dekhaa hai pehle kabhi ee
aye mere hamsafar
mujh ko pehchaan le
main wohi hoon wohi hoon
wohi
tu wohi hai jo mere
khayaalon mein thhi
main woh madiraa hoon jo
tere pyaalon mein thhi
tu wohi hai jo mere
khayaalon mein thhi
main woh madiraa hoon jo
tere pyaalon mein thhi
kaun hoon kyaa hoon main
ab to pehchaan le
main wohi hoon
wohi hoon wohi ee ee
ae meri zindagi
tu nahin ajnabi
tujh ko dekhaa hai pehle kabhi ee
ae mere hamsafar
mujh ko pehchaan le
main wohi hoon wohi hoon wohi
September 26, 2012 at 3:08 am
uncommon duet-never heard it before-but was good to hear it.
LikeLike