Honthon pe geet jaage mann kahin door bhaage
Posted March 1, 2013
on:Today (1 march 2013) is the 63rd birth anniversary of Amit Khanna. On this occasion, here is a song from “Manpasand” (1980). This movie was produced b y Amit Khanna and directed by Basu Chatterji for the banner of Film Unit. The movie had Dev Anand, Tina Munim, Girish Karnad, Mehmood, Simple Kapadia etc in it.
This song is sung by Lata and it is picturised on Tina Munim. The picturisation also shows Leela Mishra who utters a few lines towards the end of the song.
Amit Khanna is the lyricist and music is composed by Rajesh Roshan.
Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.
Audio
Video
Song-Hothon pe geet jaage mann kahin door bhaage (Man Pasand)(1980) Singer-Lata, Lyrics-Amit Khanna, MD-Rajesh Roshan
Leela Mishra
Lyrics (Provided by Prakashchandra)
honthon pe geet jaage
mann kahin door bhaage
khushi milee kaisseee
pankh binaa udoon
roke se naa rukoon
khushi mili aissee
honthon pe geet jaage
mann kahin door bhaage
khushi milee kaisseee
pankh binaa udoon
roke se naa rukoon
khushi mili aissee
main hoon gagan pe
sitaarein zameen par
rang birangaa hai
har nazaaraa
saanson ki taare
gaane lagi hain
dhadkan banee hai
behti dhaaraa
honthon pe geet jaage
mann kahin door bhaage
khushi milee kaisseee
pankh binaa udoon
roke se naa rukoon
khushi mili aissee
sargam ki dori mein
geeton ke moti
sajee sapnon ki
mohak maalaa
aashaa ki nagri mein
aaj achaanak
pehlaa kadam ye
maine daalaa
honthon pe geet jaage
mann kahin door bhaage
khushi milee kaisseee
pankh binaa udoon
roke se naa rukoon
khushi mili aissee
honthon pe geet jaage
mann kahin door bhaage (so jaa beti bahut raat ho gayee hai)
khushi milee kaisseee (haan haan.. theek hai, kal sunn lenge)
pankh binaa udoon
roke se naa rukoon (Kamli maan bhi jaate hain)
khushi mili aissee
March 3, 2013 at 3:18 pm
Thank You PCji for sending this soing to Atulji
And Thank You Atulji for putting it up.
one of the songs that i keep humming when in gr8 moods, i specially like the way Tina emotes to it
LikeLike