Aaj ki haseen raat hans ke guzaar
Posted on: August 21, 2013
“Ek Raat” (1967) was an East and West Movies productions. It was directed by Rajnath. The movie had Sheikh Mukhtar, Shyama, Simi Garewal, Madan Puri, Samson, Laxmi Chhaaya, Ravi Kumar, David Abraham etc in it.
Five songs from this movie have been discussed in the past. Here is the sixth and final song from the movie.
This song is sung by Asha Bhonsle and Usha Khanna. It is picturised as a club dance song on Shyama and Laxmi Chhaaya.
Yogesh is the lyricist. Music is composed by Usha Khanna.
With this song, “Ek Raat” 91967) joins the list of movies that have all their songs covered in the blog.
Song-Aaj ki haseen raat hans ke guzaar (Ek Raat)(1967) Singer-Asha Bhonsle, Usha Khanna, Lyrics-Yogesh, MD-Usha Khanna
Both
Lyrics
aa haa haa aa haa haa
aa haa haa aa ha ha aa
aaj ki haseen raat hans ke guzaar
kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar
kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar
aaj ki haseen raat hans ke guzaar
kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar
kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar
aaj ki haseen raat hans ke guzaar
ye dil se sab bhula do
achcha hai kya bura hai
hans hans ke jeena seekho
jeene ki ye ada hai
aa ha ha aa aa ha ha haaye
ye dil se sab bhula do
achcha hai kya bura hai
hans hans ke jeena seekho
jeene ki ye ada hai
kal ke na khwaab dekho
kal to kya hai yahaan
kal ko nahin pata hai
aaj ki haseen raat hans ke guzaar
kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar
kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar
aaj ki haseen raat hans ke guzaar
aa ha ha ha ha a a aa
aa aa aa
aa ha ha ha ha ha
aa aa aa
aa ha h ah ha ha
kya jaane kab ye saansen
ruk jaayen chalte chalte
ye shama zindagi ki
bujh jaaye jalte jalte
aa haa ha ha aa aa ha ah haaye
kya jaane kab ye saansen
ruk jaayen chalte chalte
ye shama zindagi ki
bujh jaaye jalte jalte
aati hai roz kahaan
aisi ye raat jawaan
ye raaz keh rahi hai
ab raat dhalte dhalte
aaj ki haseen raat hans ke guzaar
kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar
kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar
aaj ki haseen raat hans ke guzaar
kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar
kaun jaane aaye ke na aaye phir bahaar
aaj ki haseen raat hans ke guzaar




August 21, 2013 at 4:13 pm
@ Atul ji – many congratulations on this another YIPPEE moment today !!!
LikeLike