Tum ek nazar dekh chuke
Posted on: August 20, 2014
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Daulat”(1949) was a movie that I was not aware of till today. This movie was directed by Sohrab Modi for Minerva Movietone. The movie had Madhubala, Mahipal, Janki Das, Eric Tarapore, Ghulam Sabir, Leela Mishra, Ghulam Hussain, Seeta Bose, Sadat Ali, Ghulam Mohiuddin etc in it.
Here is a lovely duet from this obscure movie. It is sung by Shankar Dasgupta and Zohrabai Ambalewaali. Qamar Jalalabadi is the lyricist. Music is composed by Hanuman Prasad.
Only the audio of this song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on this movie as well as on the picturisation of this song.
Lyrics of this song were sent to me by Avinash Scrapwala.
Audio
Song-Tum ek nazar dekh chuke (Daulat)(1949) Singers-Shankar Dasgupta, Zohrabai Ambalewaali, Lyrics-Qamar Jalalabadi, MD-Hanuman Prasad
Both
Lyrics(Provided by Avinash Scrapwala)
Tum ek nazar
haan haan
tum ek nazar dekh chuke
ek nazar aur
ek nazar aur
sab faisle ho jaayenge bas
ek nazar aur
ek nazar aur
ae ji tum ek nazar dekh chuke
ek nazar aur
ek nazar aur
kyun dard ka afsaana
sunaaya nahin tumne
sunaaya nahin tumne
kyun dard ka afsaana
sunaaya nahin tumne
sunaaya nahin tumne
dekha jo tumhe
dekha jo tumhe
badhne lagaa dard e jigar aur
dard e jigar aur
do dil mile phir kis liye
dushman hain zamaanaa
dushman hain zamaanaa aa
do dil mile phir kis liye
dushman hain zamaanaa
dushman hain zamaanaa
kismat ka ishaara
kismat ka ishaara hain
idhar aur udhar aur
idhar aur udhar aur
duniya ko pasand aayi na
kyun rasme muhabbat
kyun rasme muhabbat
duniya ko pasand aayi na
kyun rasme muhabbat
kyun rasme muhabbat
duniya ki nazar
duniya ki nazar aur
muhabbat ki nazar aur
muhabbat ki nazar aur
kab tootegi kab tootegi
zanjeer e judaai
zanjeer e judaai
kab tootegi kab tootegi
zanjeer e judaai
zanjeer e judaai
ro ro ke jab
ro ro ke jab aa jaayega
aahon mein asar aur
aahon mein asar aur
ae ji tum ek nazar
haan haan tum ek nazar
dekh chuke
ek nazar aur
ek nazar aur
Ae ji tum ek nazar




August 22, 2014 at 10:07 pm
@ Atul ji – thanks for posting this one and for the detailed information about this movie (which, naturally, I was also not aware of 🙂 )
LikeLike