Ye oonche mahal suhaane sab janta ka hai
Posted November 29, 2019
on:This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
Blog Day : | 4151 | Post No. : | 15317 |
“Parvarish”(1977) was directed by Manmohan Desai for A G Films, Bombay. This movie had Shammi Kpoor, Amitabh Bachchan, Vinod Khanna, Nitu Singh, Shabana Azmi, Kadar Khan, Amjad Khan, Dev Kumar, Indrani Mukherji, Hina Kausar, Master Ratan, Master Tito, Chand Usmani, Sheikh, Bhushan Tiwari, Viju Khote, Tom Alter, Yusuf, Meena, Baby Shalu, Moolchand etc in it.
This movie had six songs in it. Four of these songs have been covered in the past.
Here is the fifth song from the movie to appear in the blog. This song is sung by Lata and Usha Mangeshkar. Majrooh Sultanpuri is the lyricist. Music is composed by Laxmikant Pyarelal.
This song is picturised on Shabana Azmi and Nitu Singh who play pickpockets on the streets of Bombay.While Nitu Singh was a natural in such a role, Shabana Azmi was a total misfit in this role. So movie makers rightly avoided goving her similar non serious roles in future.
Audio
Video
Song-Ye oonche mahal suhaane sab janta hai hai(Parvarish)(1977) Singers-Lata, Usha Mangeshkar, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD-Laxmikant Pyarelal
Chorus
Lyrics
ho ho
lalalalalala
lalalalaala
lalaalala
lalalala
ye oonche mahal suhaane
sab janta ka hai
ye oonche mahal suhaane
sab janta ka hai
ye rupaiye paise aane
sab janta ka hai
ye ghadi ye batuye chhupe khazaane
sab janta ka hai
ye pehle thha tumhaara lekin
ab janta ka hai
ye pehle thha tumhaara lekin
ab janta ka hai
ye oonche mahal suhaane
sab janta ka hai
ye rupaiye paise aane
sab janta ka hai
ye ghadi ye batuye chhupe khazaane
sab janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye
haq janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye
haq janta ka hai
ye oonche mahal suhaane
sab janta ka hai
shabbu kaisi ye aaj kal ki reet hai
kaale bazaar waali
neetu andar bhara godaam hai magar
baahar dukaan khali
shabbu kaisi ye aaj kal ki reet hai
kaale bazar wali
neetu andar bhara godam hai magar
baahar dukaan khali
bachchaa jo line mein lag raha
vo budhha ho ke palat raha
genhu chawal
hera pheri ka kaam dikhaaye
sab janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye
haq janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye
haq janta ka hai
ye oonche mahal suhaane
sab janta ka hai
bhagwan hum agar isi tarah apni muraad paayen
halve mithhaayi ka sada tumhen parshaad hum chadhaayen
bhagwan hum agar isi tarah apni muraad paayen
halve mithaayi ka sada tumhen parshaad hum chadhhaaye
par kab tak yoon hi khade rahen
hum kya baahar hi ade rahen
hey pandit ji
tum gher ke jisko baithhe ho
vo rab janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye
haq janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye
haq janta ka hai
ye oonche mahal suhaane
sab janta ka hai
dekho re is tarah saji bani jaati hai kiski doli
kis aan ban se ye ja rahi baaraatiyon ki toli
dekho re is tarah saji bani jaati hai kiski doli
kis aan ban se ye ja rahi baaraatiyon ki toli
armaan hai main sajoon kabhi pyaari si dulhan banu kabhi
sun o pagli mat bhool nibhaana humko bhi kartab janta ka hai
phir shadi bhi kar lenge jab ye
haq janta ka hai
phir shadi bhi kar lenge jab ye
haq janta ka hai
ye oonche mahal suhaane
sab janta ka hai
ye rupaiye paise aane
sab janta ka hai
ye ghadi ye batuye chhupe khaazane
sab janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye
haq janta ka hai
to janta ko hi de do jab ye
haq janta ka hai
September 26, 2020 at 11:03 pm
audio
LikeLike