Duniya ki kitaabon se ik din
Posted December 9, 2021
on:This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
Blog Day : |
4892 | Post No. : | 16691 |
“Jwaala”(1970) was directed by M V Raman for Raman Productions, Madras. This “social” movi had Sohrab Modi, Madhubala, Sunil Dutt, Pran, Ulhas, David, Jageerdaar, Raj Mehra, Asha Parekh, Kamla Laxman, Vijaylaxmi, Lalita Pawar, Leena Nazar, Sabeena, Roshan, Poonam, Shashi, Naaz, Shivraj, Bhardwaj, Chaman Puri Kesri, Mukri, Kammo Tripathi, Keshav Kapoor, Vishwas Kunte, Vijay, Shobha Daizy Irani etc in it.
The moie had eight songs in it. Two songs have een covered in the blog.
Here is the third song from “Jwaala”(1970) to appear in the blog. The song is sung by Rafi. Shailendra is the lyricist. Music is composed by Shankar Jaikishan.
The song is lip synced by Sunil Dutt.
Song-Duniya ki kitaabon se ik din (Jwaala)(1970) Singer-Rafi, Lyrics-Shailendra, MD-Shankar Jaikishan
Lyrics
duniya ki kitaabon se ik din
mushkil ka naam mit jaayega aa aa
yeah
duniya ki kitaabon se ik din
mushkil ka naam mit jaayega
duniya ki kitaabon se ik din
mushkil ka naam mit jaayega
insaan ke iraadon ke aage
ambar bhi sar ko jhukaayega
ambar bhi sar ko jhukaayega
duniya ki kitaabon se ik din
mushkil ka naam mit jaayega
hum apni lagan ke deewaane
toofaan se bhi takra jaayenge
ab jhuk na sakenge ae duniya
hum toot bhale hi jaayenge
ho ho ho o
o o o o
jeevan ki dagar ka har parwat
ik thokar mein uad jaayega
duniya ki kitaabon se ik din
mushkil ka naam mit jaayega
yeah
samjho na hamen tum patthar dil
seene mein hamaare pyaar bhi hai
naaz kisi kisi ki yaad bhi hai
ik sapnon ka sansar bhi hai
aa ha ha ha
aa aa aa aa
jo kuchh bhi haseen hai is jag mein
kuchh aur haseen kahlayega
duniya ki kitaabon se ik din
mushkil ka naam mit jaayega
har har bandhan ko tod ke jab
ik jashn manaayegi duniya
taaron ke singhaashan par jis din
insaan ko dikhaayegi duniya
ho ho ho
o o o o o
us din sabko rah rah ke mera
ye geet bahut yaad aayega
insaan ke iraadon ke aage
ambar bhi sar ko jhukaayega
ambar bhi sar ko jhukaayega
duniya ki kitaabon se ik din
mushkil ka naam mit jaayega
Leave a Reply