Raakhi ka din aaya bhaiyya aaya
Posted August 11, 2022
on:This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
Blog Day : |
5137 | Post No. : | 17095 |
“Piya Milan”(1945) was produced by J B H Wadia and directed by S M Yusuf for Wadia Movietone, Bombay. This movie had Motilal, Nirmala, Najma, Mirza Musharraf, S.Aalam, Leela Mishra, Wazir Muhammad Khan etc in it.
“Piya Milan”(1945) had 11 songs in it. Two songs have been covered so far. Today on the occasion of Rakshabandhan, here is a Rakhi song from “Piya Milan”(1945). This is one of earliest (if not the earliest) Rakshabandhan song in the blog. It is sung by Zohrabai Ambalewaali and chorus. An unknown female voice also sings a few lines.
Lyricist of this song is not known. Music is composed by Feroz Nizami.
Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.
I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of this song.
Audio link:
Song-Raakhi ka din aaya bhaiyya aaya (Piya Milan)(1945) Singer-Zohrabai Ambalewaali, Lyrics-Unknown, MD-Feroze Nizami
Unknown female voice
Chorus
Lyrics
raakhi kaa din aayaa bhaiyyaa aayaa
hhaan aayaa bhaiyya aayaa
raakhi kaa din aayaa
chaand si sundar kiranein lekar
chaand si sundar kiranein lekar
raakhi main banwaavoon
aashaaon ki maalaa banaakar
bhaiyyaa ko pehaaoon
behnon ne hai maan badhaayaa
maan badhaayaa maan badhaayaa
behnon ne hai maan badhaayaa
maan badhaayaa maan badhaayaa
raakhi ka din aayaa bhaiyyaa aayaa
hhaan aayaa bhaiyya aayaa
raakhi kaa din aayaa
aaa aaa aaa
aa aaa aaa aaa
aan..aaan…aaan…aaa
aan..aaan…aaan…aaa
sab behnon ke bhaiyyaa hai npar
main hoon ek akeli ee
sab behnon ke bhaiyyaa hain par
main hoon ek akeli
is bhaiyya ko baandh ke raakhi
bharoongi apni jholi..ee
is bhaiyya ko baandh ke raakhi
bharoongi apni jholi..ee
is chintaa ne mann ko khaaayaa
is chintaa ne mann ko khaayaa aayaa
raakhi kaa din aayaaa
ho gayi door ab chintaa meri
mann ki kali muskaayee..eee
ho gayi door ab chintaa meri
mann ki kali muskaayee
aaj se behnaa hoon main teree
aaj se behnaa hoon main teri
tum ho mere bhai
raakhi ne kya rang dikhaayaa
raakhi ne kya rang dikhaayaa
behnon ne hai maan badhaayaa
maan badhaayaa maan badhaayaa
behnon ne hai maan badhaayaa
maan badhaayaa maan badhaayaa
raakhi kaa din aayaa bhaiyyaa aayaa
hhaan aayaa bhaiyya aayaa
raakhi kaa din aayaa
bhool ke pichhli baatein bhaabhi
bhool ke pichhli baatein bhaabhi
donon ek hon jaayein aen
ant prem kaa hai qurbaani
ant prem kaa hai qurbaani
ant prem kaa hai qurbaani
jag ko ye samjhaayein aen
ant prem kaa hai qurbaani
jag ko ye samjhaayein aen
tum ne hai ye bhed bataayaa
tum ne hai ye bhed bataayaa
behnon ne hai maan badhaayaa
maan badhaayaa maan badhaayaa
behnon ne hai maan badhaayaa
maan badhaayaa maan badhaayaa
raakhi kaa din aayaa bhaiyyaa aayaa
hhaan aayaa bhaiyya aayaa
raakhi ka din aayaa
————————————————
Hindi script lyrics (Provided by Sudhir Kapur)
————————————————
राखी का दिन आया भैया आया
हाँ आया भैया आया
राखी का दिन आया
चाँद सी सुन्दर किरणें ले कर
चाँद सी सुन्दर किरणें ले कर
राखी मैं बनवाऊँ
आशाओं की माला बनाकर
भैया को पहनाऊँ
बहनों ने है मान बढ़ाया
मान बढ़ाया
मान बढ़ाया
बहनों ने है मान बढ़ाया
मान बढ़ाया
मान बढ़ाया
राखी का दिन आया भैया आया
हाँ आया भैया आया
राखी का दिन आया
आ आ आ
आ आ आ आ
आ आ आ आ
आ आ आ आ
सब बहनों के भैया हैं पर
मैं हूँ एक अकेली
सब बहनों के भैया हैं पर
मैं हूँ एक अकेली
किस भैया को बांध के राखी
भरूँगी अपनी झोली
किस भैया को बांध के राखी
भरूँगी अपनी झोली
इस चिंता ने मन को खाया
इस चिंता ने मन को खाया॰॰आ
राखी का दिन आया
हो गई दूर अब चिंता मेरी
मन की कली मुस्काई
हो गई दूर अब चिंता मेरी
मन की कली मुस्काई
आज से बहना हूँ मैं तेरी
आज से बहना हूँ मैं तेरी
तुम हो मेरे भाई
राखी ने क्या रंग दिखाया
राखी ने क्या रंग दिखाया
बहनों ने है मान बढ़ाया
मान बढ़ाया
मान बढ़ाया
राखी का दिन आया भैया आया
हाँ आया भैया आया
राखी का दिन आया
भूल के पिछली बातें भाभी
भूल के पिछली बातें भाभी
दोनों एक हो जाएँ
अन्त प्रेम का है कुर्बानी
अन्त प्रेम का है कुर्बानी
अन्त प्रेम का है कुर्बानी
जग को ये समझाएँ
अन्त प्रेम का है कुर्बानी
जग को ये समझाएँ
तुमने है ये भेद बताया
तुमने है ये भेद बताया
बहनों ने है मान बढ़ाया
मान बढ़ाया
मान बढ़ाया
बहनों ने है मान बढ़ाया
मान बढ़ाया
मान बढ़ाया
राखी का दिन आया भैया आया
हाँ आया भैया आया
राखी का दिन आया
2 Responses to "Raakhi ka din aaya bhaiyya aaya"

Atul ji
Thanks aapne chori pakad liyaa….
and excuse me for ignoring the existence of another female(unknown/unidentified female playback voice),
I noticed her voice while listening to the first 2 lines and did not paid much attention for that voice and mentioned her voice as one of the chorus voice(mera kaam aasaan ho gayaa naa !!)
Lyrics note down karne ke time mein raat ke 10 baj chukey thhe,
aur bhi 2 raksha bandhan ke gaanon ke bol likh kar bhehne ka kaam baaqi thaa,…
aur concentration chhook rahaa thaa,
aur kaam mein udaasi bhi aa rahi thhee,
phir bhi gaanon ke bolon ko usee raat bhejne ki zid thhee)
(Hard work ko back seat mein daalaa ,
aur meraa kaam pooraa huaa aisaa sochke gaanon ke lyrics ko maine bhejaa)
a big SORRY for meri kaam chori ke liye…………..
Maaf karein…….
Regards
LikeLike

August 11, 2022 at 7:46 pm
It seems another 1945 movie Bachpan
has got one “Raksha Bandhan” song(not yet covered)
“Raakhi ka din aayaa, aayaa”
(Music:Srinath Tripathi)& Lyricist: Ishwar chandra Kapoor),
(Singer Not known)
I tried for it but it seem the song is not available online(starring Baby Madhuri, Mazhar Khan, nandrekar, chandraprabha,Dalpat,Shashi Kapoor, Kanta Kumari etc)
LikeLike