Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Holi ke din dil khil jaate hain

Posted on: March 10, 2009


If the iconic movie of 1957 (Mother India) had a memorable Holi song, then the same was the case with the iconic movie of 1975 (Sholay).

This Holi song “Holi ke din dil mil jaate hain” is one Holi song picturised on the biggest stars of the day. Dharmendra and Hema Malini steal the show in this song, as they did in the entire movie for that matter.

R D Burman’s music creates an amazing ambience for this song. Not just the voices of Lata and Kishore Kumar, even the music ( especially the percussion instruments) is outstanding. And that is to be expected, considering that R D Burman had employed the legendary Tabla player Pt Samta Prased for playing Tabla in this movie.

It is quite a Holi song, as many Bollywood fans are already aware.


Song-Holi ke din dil khil jaate hain (Sholay) (1975) Singers-Lata, Kishore Kumar, Lyrics-Anand Bakshi, MD-R D Burman

Lyrics

chalo saheli
chalo saheli
chalo re saathi
chalo re saathi
o pakdo-pakdo
re ise na chhodo
are bainyaa na modo
oye thahar jaa bhaabhi
jaa re saraabii
kyaa ho raajaa
galii mein aajaa
holi re holi
bhang ki goli
o nakhre waali
doongi main gaalii
are Ramoo ki saali
holi re holi

holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain
holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain
gile shiqwe bhool ke dosto dushman bhi gale mil jaate hain
holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain
holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain

Holi hai

gori tere rang jaisaa thodaa saa main rang banaa loon
aa tere gulaabi gaalon se thodaa saa gulaal churaa loon
jaa re jaa deewaane tu holi ke bahaane tu
jaa re jaa deewaane tu holi ke bahaane tu chhed na mujhe besharam
pooch le zamaane se aise hi bahaane se liye aur diye dil jaate hain
holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain

ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho

yahi teri marzi hai to achchhaa chal tu khush ho le
paas aa ke chhoonaa naa mujhe chaahe mujhe door se bhigo le
heere ki kani hai tu matti se bani hai tu
heere ki kani hai tu matti se bani hai tu chhoone se jo toot jaayegi
kaanton ke chhoone se phoolon se naazuk-naazuk badan chhil jaate hain
holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain
gile shiqwe bhool ke dosto dushman bhi gale mil jaate hain
holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain
holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain
holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain
holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain
holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18347

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1431
Total Number of movies covered=4961

Total visits so far

  • 16,541,942 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,008 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory