Geet nahin ban sakte kuchh saaz aise hote hain
Posted October 13, 2009
on:When one talks of a movie called “Do Bhai”, one is reminded of the 1947 movie of this name that had some memorable music by S D Burman.
But there was another movie of this name in 1969. I became aware of this movie “Do Bhai” (1969) only just now when I stumbled upon a song from this movie. This song is a party cum piano song. A party is going on in the big palatial house of Ashok Kumar and Mala Sinha, seated on a grand piano sings this song “Geet nahin ban sakte kuchh saaz aise hote hain” in Asha Bhonsle’s voice. I liked the lyrics. Anand Bakshi has really come up with some nice thoughtful lines in this song.
Hero Jeetendra makes an entry by singing the next stanza of the song in Rafi’s voice. So this party cum piano song is a duet sung by Asha Bhonsle and Rafi. Music is composed by Laxmikant Pyarelal.
This is a nice song to listen to. I heard the song for the first time today and I loved it from the very first time.
Audio
Video
Song-Geet nahin ban sakte kuchh saaz aise hote hain (Do Bhai) (1969) Singers-Rafi, Asha Bhonsle, Lyrics-Anand Bakshi, MD-Laxmikant Pyarelal
Lyrics
geet nahin ban sakte
kuchh saaz aise hote hain
baat nahin kar sakte
kuchh raaz aise hote hain
geet nahin ban sakte
kuchh saaz aise hote hain
baat nahin kar sakte
kuchh raaz aise hote hain
mubaarak aapko
ye din khushiyon bhara
mubaarak aapko
ye din khushiyon bhara
aaa
geet nahin ban sakte
kuchh saaz aise hote hain
baat nahin kar sakte
kuchh raaz aise hote hain
kisi mehfil mein
wo bhi chale aayen to
kahin ittefaaq se aankhen mil jaayen to
kisi mehfil mein
kisi mehfil mein
wo bhi chale aayen to
kahin ittefaaq se aankhen mil jaayen to
dekhte unko dil dar jaata hai
iss zamaane mein kuchh hamraaz aise hote hain
baat nahin kar sakte
kuchh raaz aise hote hain
laralalala laralalala
laralala laralala
hahahahaha hahahahha hahahhaa hahahaha
aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye
hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye
aise mil jaati hai
aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye
hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye
jin ka matlab koyi na samjhe
daastaane dil
alfaaz aise hote hain
baat nahin kar sakte
kuchh raaz aise hote hain
duniya ke chehre par kitne naqaab hain
dilon mein to kaante hain hothon pe ghulaab hain
duniya ke chehre par
duniya ke chehre par kitne naqaab hain
dilon mein to kaante hain hothon pe ghulaab hain
jhooth pe sach ka dhokha ho jaata hai
in jahaan waalon ke andaaz aise hote hain
baat nahin kar sakte
kuchh raaz aise hote hain
geet nahin ban sakte
kuchh saaz aise hote hain
baat nahin kar sakte
kuchh raaz aise hote hain
mubaarak aapko
ye din khushiyon bhara
ho
mubaarak aapko
ye din khushiyon bhara
ho
mubaarak aapko
ye din khushiyon bhara
June 27, 2010 at 10:49 am
Just heard this song. The lyrics are simple (which was Anand Bakshi’s speciality) and the tune is very good too.
LikeLike