Jaal bichhe hain nigaahon ke
Posted by: Atul on: July 7, 2013
“Himmat” (1970) was produced by P Mallikarhuna Rao and directed by Ravikant Nagaich. The movie had Jeetendra,Mumtaz, Prem Chopra, Aruna Irani, Naaz, Asit Sen, Tuntun, Agha, Jagdeep, K. N. Singh, Sachin etc in it.
Here is a club/ cabarat song from the movie. The song is sung by Asha Bhonsle and chorus and it is picturised on Aruna Irani, Jeetendra, Prem Chopra etc.
Anand Bakshi is the lyricist. Music is composed by Laxmikant Pyarelal.
Lyrics of this song were sent to me by Avinash Scrapwala.
Audio
Video
Song-Jaal bichhe hain nigaahon ke (Himmat)(1970) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Anand Bakshi, MD-Laxmikant Pyarelal
chorus
Lyrics(Provided by Avinash Scrapwala)
Jaal bichhe hain ?? ke
raahi pyaar ki raahon ke
jaal bichhe hain ?? ke
raahi pyaar ki raahon ke
gaal gulaabi
chaal sharaabi
lele sahaare baahon ke
aa
jaal bichhe hain nigaahon ke
raahi pyaar ki raahon ke
gaal gulaabi chaal sharaabi
lele sahaare baahon ke
aa
jaal bichhe hain nigaahon ke
jaal bichhe hain nigaahon ke
raja hamaari tumhaari
yaari nahin tut sakti
wo bhali ho
lala la la
y buri ho
lala la la
aadat nahin chhut sakti
raja hamaari tumhaari
ye zulfen nahin
zanjeerein hain
inko tod ke kahaan jaaoge
ye zulfen nahin
zanjeerein hain
inko todke kahaan jaaoge
tere dil mein meri tasveeren hai
mujhko chhodke kahaan jaaoge
aankhen milaayi hain
kasme uthhayi hain
daaman chhudana hain mushkil
raja hamaari tumhaari
aa aa aa
aa aa aa
ae
tum aaye yahaan apni marzi se
meri marzi hai jaane doon na jaane doon
tum aaye yahaan apni marzi se
meri marzi hai jaane doon na jaane doon
main to chhalka hua paimaana hoon
kyun main hosh mein aane doon
na aane doon
bebas jawaani hain
yaari puraani hain
aankhe churaani hain mushkil
raja hamaari tumhaari
yaari nahin toot sakti
wo bhali ho
lala la la
ya buri ho
lala la la
aadat nahin chhut sakti
raja hamaari tumhaari
Share this:
- Email a link to a friend (Opens in new window) Email
- Share on Tumblr (Opens in new window) Tumblr
- Share on LinkedIn (Opens in new window) LinkedIn
- Share on Reddit (Opens in new window) Reddit
- Print (Opens in new window) Print
- Share on Pinterest (Opens in new window) Pinterest
- Share on Facebook (Opens in new window) Facebook
- Share on X (Opens in new window) X




April 15, 2016 at 11:23 am
LikeLike