Eid ka din hai
Posted August 9, 2013
on:Today (9 august 2013) is the festival of Eid. On this occasion, we have discussed a couple of Eid songs and we have a few more songs left to be discusssed today.
Here is a qawwali from “Deedaar e Yaar” (1982). The song is sung by Rafi, Asha Bhonsle and chorus. The song is picturised on Rishi Kapoor, Reena Roy and others while Tin Munim is seen in the audience listening to the qawwali and taking it personally as is the wont of Hindi movie lea actresses. 🙂
Sahir Ludhianvi is the lyricist. Music is composed by Laxmikant Pyarelal.
Lyrics of this song were sent to me by Avinash Scrapwala.
Video
Audio (Full)
Song-Eid ka din hai (Deedaar e Yaar)(1982) Singers-Rafi, Asha Bhonsle, Lyrics-Sahir Ludhianvi, MD-Laxmikant Pyarelal
Chorus Male,
Chorus Female
All chorus
Lyrics(Provided by Avinash Scrapwala)
Aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa
O o o
O o o o
O o o o
O o o o
O o o o
aa aa aa
aa aa aa
aa aa aa
aa aa aa
aa aa aa aa
Eid kaa din hai
Eid kaa din hai
Eid kaa din hai
galey aaj to mil le zaalim
rasm e duniyaa bhi hai
maukaa bhi hai
dastoor bhi hai
rasm e duniyaa bhi hai
maukaa bhi hai
dastoor bhi hai
ishq iss tarhaa ke gustaakh
takaaze naa kare
husn mastoor bhi
majboor bhi
maghroor bhi hai
husn mastoor bhi
majboor bhi
maghroor bhi hai
guroor e husn ke sadkey
mohabbat yoon nahin kartey
guroor e husn ke sadkey
mohabbat yoon nahin kartey
guroor e husn ke sadkey
guroor e husn ke sadkey
mohabbat yoooon
nahin kartey
nahin kartey
haan nahin kartey ae ae ae
bhari mehfil mein zaahir
bhari mehfil mein zaahir
dil ki wehshat yoon nahin kartey ae
bhari mehfil mein zaahir
bhari mehfil mein zaahir
dil ki wehshat yoooon
nahin kartey
nahin kartey
haan nahin kartey ae ae ae
guroor e husn ke sadkey
mohabbat yoon nahin kartey
bhari mehfil mein zaahir
dil ki wehshat yoooon
nahin kartey
ye maanaa aa
ye maanaa
ye maanaa
tum haseen ho aur
tumhe haq hai sharaarat kaa
ye maanaa
tum haseen ho aur
tumhe haq hai sharaarat kaa
haan sharaarat ka
haan haan sharaarat kaa aa aa aa
kisi ki jaan pe ban jaaye
kisi ki jaan pe ban jaaye
sharaarat yoon nahin kartey
kisi ki jaan pe ban jaaye
sharaarat yoooon
nahin kartey
aa aa aa aa
jisey tum husn kehtey ho
kehtey ho
O o o o o
aa aa aa aa
jisey tum husn kehtey ho
jisey tum husn kehtey ho
jisey tum husn kehtey ho
wo Kaabaa hai nigaahon kaa
haan nigaahon kaa
haan haan nigaahon kaa aa aa
adab laazim hai
laazim hai
adab laazim hai Kaabey ki
jiyaarat yoon nahin kartey
adab laazim hai Kaabey ki
jiyaarat yoooon nahin kartey
aa aa aa
aa aa
kuchch apney husn ki khairaat
de do
ham fakeeron ko
ham fakeeron ko
ham fakeeron ko
ham fakeeron ko
ham fakeeron ko
kisi saaeel ko apney dar se
kisi saaeel ko apney dar se
rukhsat yoon nahin kartey
kisi saaeel ko apney dar se
rukhsat yoon nahin kartey
hayaa aur sharm ko ham
aa aa
hayaa aur sharm ko ham
husn kaa jewar samajhtey hain
hayaa aur sharm ko ham
hayaa aur sharm ko ham
husn kaa jewar samajhtey hain
jewar samajhtey hain
samajhtey hain ae ae ae
ye jewar lutkey reh jaaye
ye jewar lutkey reh jaaye
jakhaavat yoon nahin kartey
ye jewar lutkey reh jaaye
jakhaavat yoon nahin kartey
(Not in video, only in audio version)
————————–
tumhaari ik nazar par
faislaa hai zindagaani kaa
tumhaari ik nazar par
faislaa hai zindagaani kaa
tumhaari ik nazar par
faislaa hai zindagaani kaa
zindagaani kaa
zindagaani kaa aa aa aa
maseehaa hokey beemaaron se
maseehaa hokey beemaaron se
gaflat yoon nahi kartey
maseehaa hokey beemaaron se
gaflat yoon nahi kartey
maseehaa aur hum
ha ha ha ha
ha ha ha ha
maseehaa aur hum
Inn kufr ki baaton se baaz aao o o o o
O o o o
maseehaa aur hum
inn kufrr ki baaton se baaj aao
baaz aaao
Khudaa ko chhodkar but ki
Khudaa ko chhodkar but ki
ibaadat yoon nahin kartey
Khudaa ko chhodkar but ki
ibaadat yoon nahin kartey
———————————-
(Portion not in video completes here)
aapne jo kahaa wo theek sahi
mera kehnaa bhi kuchh
buraa to nahin
ke id kaa din hai galey
aaj to mil le zaalim
rasm e duniyaa bhi hai
maukaa bhi hai
dastoor bhi hai
rasm e duniyaa bhi hai
maukaa bhi hai
dastoor bhi hai
5 Responses to "Eid ka din hai"

Atul ji
Thank you for adding (& uploading )the full audio version of the song to the post. Ab post aur bhi HARA-BHARAA lagne lagaa hai.
( I hope you have already knowing my obsession for the full and complete version of the songs 🙂 😦
Prakash
LikeLike

August 9, 2013 at 5:18 pm
Atul ji – thanks for posting this song. Rafi Saab and Asha Bhonsle creates magic of the beautiful poetry vy Sahir Saab and LP of course have given good musical score for this film.
LikeLike