Peene se pilaane se
Posted by: Atul on: March 21, 2020
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
Blog Day: | 4263 | Post No.: | 15490 |
“Deedaar”(1970) was produced and directed by Jugal Kishore. The movie had Dheeraj Kumar, Anjana Choudhary, Premendra, K N Singh, Badri Prasad, Wasi, Jay Shree T, Leela Mishra, Habib, Kumud, S N Tripathi etc in it.
The movie had seven songs in it. Three songs have been covered in the past.
Here is another song from “Deedaar”(1970) to appear in the blog. This song is sung by Usha Khanna and Kishore Kumar. Verma Malik is the lyricist. Music is composed by Usha Khanna.
The song is picturised as a club dance/ cabarat dance song on Jayshree T and Dheeraj Kumar, with others looking on.
Audio
Video
Peene se pilaane se(Deedaar)(1970) Singers-Usha Khanna, Kishore Kumar , Lyrics-Verma Malik, MD-Usha Khanna
Lyrics
Qasam hai tujhe mehfil ki
main naachoon tu pee
main naachoon tu
hic bili bili bappa ba ba bili bili bappa
ba ba ba billi billi bappa
ba ba ba billi billi bappa
ba ba ba billi billi bappa
hic
peene se pilaane se paimaane se maykhane se
begaane se zamaane se
tu bach bacha
tu bach bacha
peene se pilaane se
paimaane se maykhane se
begaane se zamaane se
tu bach bacha
tu bach bacha
hi
he jawaani mein kabhi kis kabhi kis kabhi kis
he he ho ho he he
javani mein kabhi kisi se aankh na lada
aankh lad jaaye bhi to dil na mila
hoo
dil mil jaaye bhi to shor na macha
meethhe-meethhe waadon pe tu sabko nacha
kyun
kyun kya
yahaan dil bhi bura hai dildaar bhi bura
ikraar bhi bura hai inkaar bhi bura
inkaar bhi bura
peene se pilaane se paimaane se mayakhaane se
begane se zamaane se tu bach bacha
tu bach bacha
bili bili bappa ba bappa
bili bili bappa ba bappa
bili bili bappa ba bappa bili bili bappa ba bappa
arre
arre dil de koi to
koi to
koi to
he he ho ho he he
arre dil de koi to dil tod do beshaq
aankh jo milaaye aankh phod do beshaq
hu hu
phool na miley to tahni mod do beshaq
buri duniya hai ise chhod do beshaq
kisliye
kisliye kya
nek naam bhi bura hai badnaam bhi bura
aagaaz bhi bura hai anjaam bhi bura
anjaam bhi bura
peene se pilaane se paimaane se mayakhane se
begaane se zamaane se
tu bach bacha
tu bach bacha
bili bili bappa ba bappa
bili bili bappa ba bappa
bili bili bappa ba bappa
bili bili bappa ba bappa
yeh duniya toh hai
hai
hai
heh heh ho ho he
yeh duniya toh hai paglon ka shehar
chaahta nahi koi kisi ki bhi khair
hi hi
ik haath dosti toh ik haath bair
upar se apne toh andar se gair
kaise
arre kaise kya
kaamyaab bhi bura hai naakaam bhi bura
mehfil bhi buri hai aur jaam bhi bura
jaam bhi bura
peene se pilaane se paimaane se maykhaane se
begaane se zamaane se
tu bach bacha
tu bach bacha
hey
peene se pilaane se paimaane se maykhaane se
begaane se zamaane se
tu bach bacha tu bach bacha
hic hic
3 Responses to "Peene se pilaane se"

2 | prakashchandra
March 21, 2020 at 8:53 pm
video link which is better audio than the one posted above:
other guys with topi on head,K.N.Singh and Kumud Tripathi
LikeLike

prakashchandra
March 21, 2020 at 9:19 pm
the guy in yellow shirt must be a younger BRAHMACHARI(character artiste)
LikeLike


Leave a Reply Cancel reply
This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.
March 21, 2020 at 6:37 pm
audio
LikeLike