Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Aise rasiyaa kaa aise balmaa kaa kyaa aitbaar

Posted on: June 15, 2010


I have posted as many as 8 songs from this wonderful musical blockbuster called “Dholak” (1951). Here is another wonderful song from this movie.

This song is a duet sung by Lata and Rafi. This song is a cute teasing song cum gentle lovers’ tiff picturised nicely on Meena Shorey and Ajit. The more I see of this pair in the songs of this movie, the more I realise that the two shared a wonderful on screen chemistry and they must have left quite an impression on public in this movie.

The song is written by Aziz Kashmiri and the music of Shyam Sunder is superb. This song is yet another fantastic song from this movie.

Audio

Video

Song-Aise rasiyaa kaa aise balmaa kaa kyaa aitbaar (Dholak) (1951) Singers-Lata, Rafi, Lyrics-Aziz Kashmari,MD-Shyam Sundar

Lyrics

aise rasiyaa kaa
aise balmaa kaa kyaa aitbaar
aitbaar
jhoothaa pyaar
aise rasiyaa kaa
aise balmaa kaa
kyaa aitbaar
aitbaar
jhoothaa pyaar
jaake man mein basaa guiyaan sautan kaa pyaar
jaake man mein basaa guiyaan sautan kaa pyaar
sautan kaa pyaar
aise rasiyaa kaa
aise balmaa kaa kyaa aitbaar
aitbaar jhoothaa pyaar

aisi gori kaa
aisi chhori kaa kyaa aitbaar
aitbaar kaisaa pyaar
jaake man mein basaa raamaa ghairon kaa pyaar
jaake man mein basaa raamaa ghairon kaa pyaar
ghairon kaa pyaar
aisi gori kaa
aisi chhori kaa kyaa aitbaar
aitbaar kaisaa pyaar
jhoothaa pyaar

hamse to jhoothi mohabbat jataaye
hamse to jhoothi mohabbat jataaye
ghairon se chhip chhip ke nainaa milaaye
ghairon se chhip chhip ke nainaa milaaye
kaahe rah rah ke dekhaa hai khwaab
aitbaar jhoothaa pyaar
aise rasiyaa kaa
aise balmaa kaa kyaa aitbaar
aitbaar jhoothaa pyaar
kaisaa pyaar

hamse to bole tumhaari hoon raajaa
aji hamse to bole tumhaari hoon raajaa
auron se bole nigaahon mein aa jaa
auron se bole nigaahon mein aa jaa
aankhen ghairon se karti hai chaar
aitbaar kaisaa pyaar
aisi gori kaa
aisi chhori kaa kyaa aitbaar
aitbaar kaisaa pyaar
jhoothaa pyaar

jaao ji jhoothe bahaane na maaro
jaao ji jhoothe bahaane na maaro
nainon ke tirchhe nishaane na maaro
nainon ke tirchhe nishaane na maaro
zulmi chheene na dil kaa karaar
aitbaar jhoothaa pyaar
jaake man mein basaa guiyaan sautan kaa pyaar
jaake dil mein basaa raamaa ghairon kaa pyaar
sautan kaa pyaar
aise rasiyaa kaa
aisi gori kaa
aise balmaa kaa
aisi chhori kaa
kyaa aitbaar
aitbaar jhoothaa pyaar
aitbaar kaisaa pyaar

3 Responses to "Aise rasiyaa kaa aise balmaa kaa kyaa aitbaar"

Beyhad khoobsurat.

Like

What a composition and lyrics. Thanks for sharing.

I will post a “Shyam Sundar” request in “Readers Farmaish”.

Like

working video

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18347

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1431
Total Number of movies covered=4961

Total visits so far

  • 16,544,377 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,008 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory