Meri yaad mein tum na aansoo bahaana
Posted on: April 15, 2009
Madan Mohan, who made his debut as a music director in 1950, began to deliver classy songs right from his debut movie viz “Ankhen”. His subsequent movie, viz “Madhosh” saw Madan Mohan create a remarkable song in the voice of Talat Mahmood.
This song “meri yaad me tum na aansoo bahana” is easily a timeless classic. The singing of Talat Mahmood and the music of Madan Mohan were both outstanding, but let us not forget the lyrics of Raja Mehdi Ali Khan which enabled Madan Mohan and Talat Mahmood to create this magical song.
Song-Meri yaad me tum na aansoo bahaana (Madhosh) (1951)Singer-Talat Mahmood, Lyrics-Raja Mehdi Ali Khan, MD-Madan Mohan
Lyrics
Meri yaad me tum na aansoo bahaana
na jee ko jalaana
mujhe bhool jana
samajhna ke tha ek sapna suhaana
wo guzra zamaana
mujhe bhool jaana
meri yaad me
judaa meri manzil juda teri raahen
judaa meri manzil juda teri raahen
milengin na ab teri meri nigaahen
mujhe teri duniya se hai door jaaana
na jee ko jalaana mujhe bhool jaana
meri yaad me
ye ro ro ke kahta hai tootaa huaa dil
ye ro ro ke kahta hai tootaa huaa dil
nahin hoon main teri muhabbat ke qaabil
mera naam tak apne lab pe na laana
na jee ko jalaana mujhe bhool jaana
meri yaad me tum na aansoo bahaana
na jee ko jalaana
mujhe bhool jaana
samajhna ke tha ek sapna suhaana
wo guzra zamaana
mujhe bhool jaana
meri yaad me




April 15, 2009 at 8:13 pm
I like this song very much.
LikeLike